View Single Post
  #168  
Old Sunday, March 12, 2017
aminshah101's Avatar
aminshah101 aminshah101 is offline
41st CTP (OMG)
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2012 Merit 131
 
Join Date: Sep 2010
Location: Sialkot
Posts: 789
Thanks: 86
Thanked 607 Times in 300 Posts
aminshah101 has a spectacular aura aboutaminshah101 has a spectacular aura aboutaminshah101 has a spectacular aura about
Default

Quote:
Originally Posted by akkk View Post
aap pehlai aisai bhunday hai jino nai mujhay yeh kaha hai kai aap apni english improve kurai hatah kai mai nai mechanical engineering ki hui hai NED university sai aur mujhay css ki zuroorat nahi raha sawal css ka tau woh mai nai knowledge kai liyai bi kiya hai sirf bureaucracy ki mujhay koi zuroorat nahi kisi nai bi aaj tuk mujhay yeh nahi kaha kai aap apni english improve kurai aur raha sawal aap ka tau mai nai yeh baar baar upur likah hai kai aap kai essay sai disagree nahi hu mai nai samjah kai aap nai second statement ka jawab nahi diya kyun kai aap ki outline mai detail nahi thi lakin aap nai kaha mai nai diya hai tau baat khatam hogahi aur aap nai sawal bi kiyah tha Doesn't controversy stems out when you refuse to be a conformist? e.g. Iblees refusing to bow before Adam aap nai yeh kaha kai controversy tau phir bi arise hothi hai aghur aap kisai puranai principle ko follow na kurai tau mai nai jews ki example di hai kai ha aisa ho saktah hai aghur koi jews jewish religion ko follow nahi kurtah tau jews us kai khillaf hojahay gai aur woh aisai criticize kuray gai aur controversery arise hoghi jubkai hitler kai case mai ultah hai aghur hitler nationalist principle ko follow na kurtah aur jews ko na maarta tau duniya usai criticize na kurti yeh thi simple baat aur raha sawal aap ka tau aap meri english ko criticize kur rehay hai aub mai aisay kya mutlab nikaalo mai aap sai lurna nahi chata hu
To phir hum dono ek hi page pe hi hain.

Allah apko apki field main kamiyabi de.
__________________
In order to succeed, your desire for success should be greater than your fear of failure....
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to aminshah101 For This Useful Post:
Masood Shakir (Monday, July 10, 2017)