Pata ni Pakistan ky yeh masly kub theek hoon gy
Mujhy nai ilm ky chairman of PPSC appoint hua tha tub ya nahin but still PPSC ka chairman ki seat khali hai. main nain bohat bar visit kia hai last month sy 4 chakkar laga chuka hoon is ky office but they said new chairman didn't take charge from older one. Sari dak jis main bohat sy umeedwaron ky sath sath mera letter bhi hai sign honey ka wait ker raha hai. could anybody tell yeh rola kub tuk muk jaye ga. main nain proper NTS ka test bhi pass kia phir interview bhi clear hai but masla wohin atka hua hai ky kub new chairman sab charge lain or kub humara kam ho.
|