View Single Post
  #15  
Old Friday, May 08, 2009
Waqar Abro's Avatar
Waqar Abro Waqar Abro is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Nov 2006
Location: Sirius Star
Posts: 1,149
Thanks: 569
Thanked 1,049 Times in 524 Posts
Waqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud ofWaqar Abro has much to be proud of
Default there are no words to compare with mother's love

Mere paas esa koi word nahi jisko compare karo ammi jaan k pyar k saath,unka pyaar en words se hazaar Gunaah ziada hy,mein woh subha kabi nahi bhool sakta jab ammi jaan mujy apne hatho se khana khila kar school beja karti thee,at that time i was in class 3 ,mujy school bejny k baad khud khana khati thee,Alhamdulilah men unhi har baat maanta ho ,mein har friday bazar jaata ho unke saath,woh kaheen bhi jaati hain,mujy apne saath leker jaati hy,chahy koi bhi baat ho,mujse share karti hy rather unka bachpan kesa tha mere ilawa koi bhi nahi jaanta,buss ek baaad kahoga ,us maa ko soooooo salammmmmmmmmmmmmmm jo humy apne pait men 10 month tak rakhti hy,agar mein kise mard ko kaho k 5kg ka weight apne pait k saath band kar rakho 10 month tak,he will definately be demised or would never do that,khair ,maaa se bar kar koi bhi nahi ,Maaa ek anmol doulat hy jiska koi bhi mool nahi,maa woh hy jo kabi bhi apne bacho ko bhooky pait soony nahi deti rather khud so jaye per kuch bhi kar k,kese bhi kar k bacho ka pait bher degi,,,,,,,,,,,mein bohat paryshan ho 1 month se ammi ke tabiyat kuch theek nahi,and woh bhi ziddi hyna mere tarah,tablets bhi force karne k baad khaati hy,so please sab dua karein unke sehat k liye,mere doulat mere ammi hy,mein sab luta sakta ho unke liye eveything,mere har namaz ke ek hee dua ,ay allah mere umer bhi mere maa ko lag jaaye aaameen.
__________________
You are an eagle, flight is your vocation:
You have other skies stretching out before you.
Reply With Quote
The Following 4 Users Say Thank You to Waqar Abro For This Useful Post:
Hina 11(MISS Einstein) (Monday, May 11, 2009), Viceroy (Friday, May 08, 2009), Raz (Friday, May 08, 2009), sara soomro (Friday, May 08, 2009)