Eik choti see dua hai sb admin, mods and staff members key naam............
Itni si dua hai k anay wala har lamha
Haseen chahta hoon k phool bakhshay urooj bakhshay
Tumhari Duniya main roshani ho
Tumhari mehfil main khushiaan houn
Tumhare hounton par muskurahat ho
Kabhi bhi tum tak dukhoun ki dastak na pohanch paye
Tumhari aankhoun main jo sitare chamak rahay hain
Yun hee chamaktay rahain hamesha
Tumhare DiL tak Judayion, Bewafayion ki andheri kiran na pohanchay
Khuda karey k, har DiL ka qarar luto
Magar, tumhari har ik tammanna har ik khuwaish
Tumhare hounton tak aatay aatay
Tumhare qadmoun tak aa pohanchay
__________________
Jo ALLAH karay c .. o sohna karay c
jab bhi kaam aaya mera PARVARIGAAR kaam aaya
|