View Single Post
  #7  
Old Wednesday, May 05, 2010
hafiz ishtiaq ahmad's Avatar
hafiz ishtiaq ahmad hafiz ishtiaq ahmad is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2009
Location: kot radha kishen,kasur
Posts: 528
Thanks: 922
Thanked 584 Times in 324 Posts
hafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nice
Default din aur mazhab

kisi mubalgh ky batay hovy tariqoo ko man-o-en man laina mazhab kahlata hai,

jab k kisi mubalgh ky batay hovy tariqoo ko man-o-en maan kar us kay mutabiq zindagi guzarna din khalata hai

mazhab ka talaq abadaat say hota hai jab kay din ka talaq abaadaat+muamlat say hotta hai

mazhab haqqooq allah ka nam hai jab k din mai haqooq allah aur haqqoq-ul-abad doono aatay hain

eg

christianity mai sirf allah ko mannany ki bat ki jati hai jabky is ko amli zindagi mai nafaz karny ki bat nahi ki jati is liay ye mazhab hai

dusri tarf islam mai allah ko khaliq maliq jan kar na sirf is ki abadat ki jati hai balky is kay bataey hovay asoloo ko nafaz karna bi zaroori hota hai is liey islam mazhab bi hai aur din bi

asi tara
hiduism mazhab hai
budism din hai
__________________
The world suffers a lot, not because of the violence of bad people, but because of the silence of good people.
Reply With Quote
The Following 3 Users Say Thank You to hafiz ishtiaq ahmad For This Useful Post:
adnanz01 (Friday, May 07, 2010), rashidrhb (Tuesday, August 07, 2012), unsolved_Mystery (Sunday, September 05, 2010)