1. Lahore ka purana naam kaya hai
Ans; Lavapuri
2.kis sehar mein aaj tak kise ny khudkushi nhe kee
Ans; Yubari, japan(according to times)
3.Wo kon sa pathar hai jo pani mein nhe dobta
Ans; Pumice
4.Dunya ka konsa mulk hai jaha sanp(snake) nhe hoty
Ans; Ireland.(country) Hawaii(island)
5. Dunya ka kon sa janwar hai jiske 3 aankhen hain
Ans; Tuatara , found in Newzealand
6. kon sy sehar mein aisa darakht hai jis k paty subah ko white dopahar ko red sham ko green aur raat ko black ho jaty hain
Ans;
__________________
Ramsha magsi
|