Thread: Faiz Ahmad Faiz
View Single Post
  #3  
Old Saturday, March 05, 2011
Farrah Zafar's Avatar
Farrah Zafar Farrah Zafar is offline
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

Is nazm mein Faiz ne apni be'basi ka mazaq urraya hai.wo is baat pe zor daal rahay hain k zindagi mein wo he log kamyab hotay hain jo her kaam tawajjo se kertay hain,Faiz ki tarah adhooray kaam kernay walay hamesha naa'muraad he rehtay hain.is nazm ko youn bhi lia ja sakta hai k Faiz samjhtay hain k Ishq tab e mukammal hota hai jab isi ko he maqsad e hayaat bana lia jaye aur ye k Khaalis Ishq insaan ko kuch aur kernay k qaabil nae chorta.baqol Ghalib;

Ishq ne Ghalib nakkama ker dia,
werna ham bhi aadmi thay kaam k..!!


Faiz Ahmad Faiz-kuch-ishq-kia-kuch-kam.gif
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post:
Sahir Khan (Friday, June 24, 2011)