View Single Post
  #12  
Old Saturday, March 05, 2011
sibgakhan sibgakhan is offline
SIBGA-TUL-JANAT
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Appreciation
 
Join Date: Jul 2005
Posts: 1,221
Thanks: 349
Thanked 428 Times in 261 Posts
sibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the rough
Default

Hope i will help u in ur urdu paper.dont forget to share urdu paper tomorow. best of luck

Marsia: shamali hind main marsia goe ka aghaz 18th sadi k ibtadai dor se hua-eg:hind mein fazli ko urdu ka sab se pahla marsia go tasleem kia jata hai.mager marsia ki adbi hasiyat SODA ki zamany main hue.

urdu ka pahla ghazal go shair: wali dakni

urdu mein nazam ka bani: Nazir akbar abadi

khizara-rah,tulay-e-islam,masjid-e-qartabia aur saqi nama writen by: IQBAL

Noon-meem-Rashid ka majmooa kalam "MAVRA" published in 1942, was firsy majmooa of urdu adab.

mulvi nazir ahmad dahlvi was the first naval nigar in urdu adab.his novel

"mira tul arros" was first urdu novel.

urdu mein maktoob naveesi ka aghaz ghalib ne 1847 mein kia.

urdu k pahle khaka nigar: mirza farhat baig

sir sayyad ne safar nama "engalistan" paish kiya to safar namay ka aghaz hua.

nazar nama:mahmood nazami

saat sumandar paar,dhanak peqadam: akhar rayaz

iban-e-batoota k tuaqimein, chlatay ho to cheen ko chalye, zameen gol hai:
ibne-insha

indlas main ajnabi,khana badosh: mustansar hussain tarar

safer dar safer: ashfaq ahmad

voh qurbatain se, vo faslay se: mirza zafar -ul- haq

mazmoon nigari ki ibtada: sir sayyed ahmad khan

rasala "mukhzan" lahore se nikla, editor:sir abdul qadir

ab-e-hayat: hussain azad

amrao-jan ada novel:mirza soda

paraim chand k novel:meedan-e-amal,chogan-e-hasti

khuda ki basti:shukat sadiqi

tairi kheer: asmat chugtai

aisi bulandi asi pasti: aziz ahmad

udas naslain: abdullah husaain

ali pur ka aili: mumtaz mufti

khoon-e-jigar honay tak:fazal kareem fazli

bari bari ankhein:opandar naath

darama shakantila: kali das

darama andar saba: amanat likhanvi

urdu daramay ka aghaz: agha hashar kashmiri

aseer-e-hawas, khobsorat bala'tur ki hoor,saide havas,yahoodi ki larki,
rasmo-suhrab: agha hashar kashmiri

anaar kali: sayad amtiaz ali taaj

baap ka ghuna: hakeem shuja

laal qilay se lalu khait tak:khuwaja mooen ud-deen

bandar road per: mirza ghalib

sab ras dastan: mulla wajhi(1635)

Fort veeleim collge: 1800 in culcata

Rani kaitaki: sayyed INSHA

Haft ghulshan: muhammad bakhash mahjor

fasana-e-ajaib: rajab ali baig sarwar

alaf laila: abdul haleem sharar

bostan-e-khayal: khawaja badar-ud-deen

faiz ka pahla mojmoa kalam: naqsh-e- faryadi(1939)

shahnama islam:hafeez julandri

hafeez ki nazmian:raqasa,abi to mein jawan hun.
__________________
Aalam-e-soz o saz main, wasl se barh ker hai firaaq
Hijr me lazt-e-talb, wasl main marg-e-arzoo...!!!

Last edited by marwatone; Sunday, March 06, 2011 at 02:07 AM. Reason: Correction.
Reply With Quote
The Following 2 Users Say Thank You to sibgakhan For This Useful Post:
Farrah Zafar (Sunday, March 06, 2011), mahjabeen raja (Tuesday, March 08, 2011)