View Single Post
  #14  
Old Sunday, March 06, 2011
Eager's Avatar
Eager Eager is offline
40th CTP (PAAS)
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2011 - Merit 364
 
Join Date: Jul 2010
Posts: 356
Thanks: 1,199
Thanked 379 Times in 155 Posts
Eager is a jewel in the roughEager is a jewel in the roughEager is a jewel in the roughEager is a jewel in the rough
Default Urdu Paper II 2006

Urdu Paper II 2006

1. Novel "Udaas Naslain" ko 50 abwaab or ------- hisson me taqseen kiya gaya hai.

2. "Raftagan" kis shaair ki nazm hai?

3. Nazm "Peshru" kis shairi majmooay me hai?

4. Musaddas kay band me kitnay shair hotay hain?

5. "Chand Hum Asr" kay mozuaat ------- hain.

6. "Saqi Nama" ----- ki nazm hai.

7. "hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasand
ghustaakhi-e-farishta hmaari janaab me" kis ka shair hai?

8. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?

9. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?

10. "Khakim Badhan" me mazhahiya ------ hain.

11. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay?

12. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?

13. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?

14. "tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakh
teray paimaanay me hai maah-e-tamaam ae saqi" kis ka shair hai?

15. Raja Gidh novel me gidh kya hai?

16. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?
a) yusfi b) ahmed nadeem qasmi c) bano qudsiya

17. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad par qurbaan na kiya.
a) qasmi b) yusfi c) bano qudsiya

18. "Raja Gidh" or "Udaas Naslain" me kahin kahin ______ bohat khatakti hai.

19. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain.

20. "Durayat" kay asool kis kitaab me hain?
a) Chand hum asr b) zindagi c) Seerat-un-Nabi (pbuh)
__________________
Whatever is important will remain; whatever is useless will disappear.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Eager For This Useful Post:
fiza mehar (Monday, March 28, 2011)