Quote:
halqa arbab e zooq l pahly jalsy ki sadarat naseem hajazi ny ki thy. u may cheack from 'urdu adab ki tehreekain' ny dr/ anqar sadeed
|
mein ne ye net se check ker k likha tha mager ap ki post dekh k I checked it from Urdu adab ki mukhtasir tareen tareekh by Dr Saleem Akhter.aur wahan b ye he likha hai k Farrah ap ka javab darust hai

1939 mein pehla ajlaas hua tha,hafeez hoshiyar poori ki zer e sadarat aur Naseem hajjazi ne apna afsana Talafi paish kia tha,sadarat nae ki thi.
mei ne bhi ye he likha hai
Quote:
pahla iqtibas 'zindgi' sy nahin aya. i am dead sure about it.
|
mein ne in gunahgaar aankhon se papers se chand din qabal Zindagi aadhi parhi thi tou mein 200% sure hun k zindagi se e lia gya hai