View Single Post
  #42  
Old Sunday, March 27, 2011
sibgakhan sibgakhan is offline
SIBGA-TUL-JANAT
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Appreciation
 
Join Date: Jul 2005
Posts: 1,221
Thanks: 349
Thanked 428 Times in 261 Posts
sibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the rough
Default @ Farah

Quote:
1)Kapas ka phool mein 17 afsanay e hain,mei ne khud parhay hain.
Mein ne bhi kuch din pahle "kapas ka phool" parha hai may b vo aadha he ho

Is mein total six afsanay include hain. if u find the link please share .

1. Sifarish
2. Mashwra
3. Larnas of thelibiya
4. Masi gul bano
5. Paharon ki barf
6. Fashion


Quote:
2)aur ye agla kia likha hai?
Masi gul bano Qasmi k afsanay Kapas ka phool ka e kirdar hai na
je han Masi gul bano kapas k phool mein he na Masi tajo mein ne "Kapas ka phool" main nai parha. phir maazrat k sath kahein aadha na parha ho because online parha tha. correct me if i am wrong

Quote:
3)Bagh O bahar likhi gayi 1801 mein,publish hui 1803 mein jab k Fasana e ajaib 1240 mein likh gayi.ye link dekho..mujhe lgta hai k Fasana e ajaib e darust javab hai kiun k mei ne ye mcqs Jahangir exam cram se dekh k likhay thay
Encyclopaedic dictionary of Urdu ... - Google Books
Bagh O bahar Mera man ne 1801 mein likhna shoro ki , 1802 mein mukamal kiya, 1803 main pahle baar publish hue....yahan tak ap se agree karun ge, but Fasana e ajaib ko Rajab Ali Bhaig Sarwar ne 1824 main main likha tha, dosra Fasana e ajaib Fort William college ban'nay ka baad he likhe gae the is liye 1240 mein nai ho sakti.... mein bhi ye information Book se he share ker rahi hun.

Quote:
4)Gul criest was a professor not Principal.
See this;
Fort William College Book Collection on Display in New Delhi
Mostly Gul criest ko he pahla Principal samhja jata hai, laiken kuch logo ne ye bhi kaha hai k Gul criest principal nai thay professor thay, jin mein aik Farrah bhi hai

so, is ka confirm jawab nai mila mujhay.
__________________
Aalam-e-soz o saz main, wasl se barh ker hai firaaq
Hijr me lazt-e-talb, wasl main marg-e-arzoo...!!!
Reply With Quote