View Single Post
  #46  
Old Tuesday, March 29, 2011
sibgakhan sibgakhan is offline
SIBGA-TUL-JANAT
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Appreciation
 
Join Date: Jul 2005
Posts: 1,221
Thanks: 349
Thanked 428 Times in 261 Posts
sibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the roughsibgakhan is a jewel in the rough
Default

Urdu paper 2000 part 1


1. Elm ul Iqt'saad k Musanif ka naam batain?

Allama Iqbal

2. Daar ul Musanifeen Azam Garh k baani ka naam batain?

Shibli

3. Jahan e Danish kis Noyat ki tasneef hai?

Sawan'h e Hayat -Autobiography of Ihsan Danish

4.Ismaeel Mairthee kis hasiyat se mashhoor hain?

Bachon k Shayer

5. "Aab e hayat" k musanif ka naam batain ?

Muhammad Hussain Azad

6. "Asbab e baghawat e Hind" kis ki tasneef hai?

Sir Sayyed

7. "Awaaz Dost" k musanif ka naam batain?

Mukhtaar Masood

8. Muslim University Ali Ghar kis san mein University bani?

1920

9. Doctor Jaan Gul Crist Fort william college main kia thay?

principal

10. Mashhoor mushtraq "Gaarsan Ditasi" Ka taluq kis mulk se tha?

?

11. Novel "Talash e Baharan" ki musanifa ka naam?

Jameela Hashmi

12. 'Raani Kaitki' ki kahani ka musanif kon hai?

Insha Ullah Khan Insha

13.' Bajang Aamad' k musif ka naam bataeye?

Col. Muhammad Khan

14. Shaeri majmooa "Khushboo" ki Shaaira ka naam?

Parveen Shakir

15. Urdu adab ki mukhtasir tareekh kis ne likhe?

Doctor Saleem Akhtar

16. Urdu ki pahli novel nigar khatoon?

Rasheeda Nisa

17. Meer Taqi Meer k kitnay deewan hain?

6

18. Raes ul Mut'ghazleen kis shaair ka khataab hai?

Hasrat Mohani

19. Mirza Ghalib ki sad(100) sala barsi kab manaye gae?

1969

20. Shaah Naama Islam kis ki tasneef hai?

Hafeez Jhulandhari
__________________
Aalam-e-soz o saz main, wasl se barh ker hai firaaq
Hijr me lazt-e-talb, wasl main marg-e-arzoo...!!!
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to sibgakhan For This Useful Post:
aristotlekhan (Sunday, April 15, 2018)