Thread: Dr. Zakir Naik
View Single Post
  #20  
Old Saturday, August 27, 2011
The Lojic's Avatar
The Lojic The Lojic is offline
Member
 
Join Date: Jul 2011
Location: PAKISTAN
Posts: 81
Thanks: 58
Thanked 45 Times in 32 Posts
The Lojic is on a distinguished road
Default Yazeed lanatullah

[Quraan mein khud laant ki hai allah ne zalimeen pe]

1.bilkul ghalat aur lame explanation hai zakir naaik ki
Hm monineen o muslmanaan q bhool jaen jo ho chuka??? jo yazeed maloon ne kia?? is this horrible history forgetful? ? ? never ever!!!distinguishing b/w haqq and baatil is all the time deadly necessary!!!!


2.yazeed pe lanat krna tou ain emaan aur fitrat hai..aur uss k liye dua krna aise e hai jese Firon. shaddaad ya Nmrood k liye dua krna!!! aik ghairat mand insaan soch bhi nai sakta, siwaye aik yazeedi k. imam ahmad bin hanbal tak ne ijazat di hai uss pe laanat ki, aur digarr 100's of great ulma ne..


3.aur jahan tak taaluq hai un saabiqa ulmaa ka linhoon ne yazeed ko acha kaha hai tou wo log b zalimeen ka sath dene wale qarar paaengay... q.k wo koi nabi ya imam ya hujjat e khuda tou nai naa!!!

4. dr naaik siwaye fitnay k kuch nai.. muslmaanoo ko iss mein zarra braaber b shak nai hona chahiye..zakir naaik dushmanaan e ahlul bait mein se hai..

5. zakir naik ne un ahle bait k dushmanoo ko apna dost qaraar dai hai,..yazeed ko dua di hai.. ahle bait k dushmanoo ko dua???????? wo ahle bait jin k mutaaliq aqa e 2 jahaan sawaw ne farmaya
" Main tum mein 2 cheezen chor k ja raha hoon ta k mere baad tum kabhi gumraah na ho 1.Quraan air 2. mere Ahle bait jo meri aulaad hai
[ tirmizi and muslim shareef]

6. kuch sahi, mutwaatir aur siqqah ahadees:

Qala nabi Allah sawaw:

1.mere ahle bait kashti e nooh ki manind hain, mere ahle bait mujh se hain aur main ahle bait se hoon,

2.inka gosht mera gosht, inka khoon mera khoon,

3.jinhoo ne in ahle bait se jung ki unhoo ne mujh muhammad se jung ki,

4.jis k dil mein mere ahle bait k liye zarra braaber bughz hoga wo jannat mein dakhil nai hosakta,

5.husnain jannat k sardaar hain,hussain mujh se main hussain se hoon

6. ali mere bhai aur mere wassi hain, ali ka muhib mera muhib aur ali ka dushman mera dushman

7.aur ali mere baad her momin k wli hain, jis jis ka main maula uss uss k ali maula,

8.fatima tamaam kainaat ki aur jannat ki tamaam aurtoon ki sardar hain.


[bukhaari, muslim, tirmazi, ibne majja, mishkaat, tabraani, musnad ahmed etc]
__________________
jamhooriyat wo tarz e hukumat hai k jis mein
bandoon ko gina krtay hain tola nahi krtay