View Single Post
  #9  
Old Friday, January 06, 2012
siddiqui88's Avatar
siddiqui88 siddiqui88 is offline
43rd CTP (OMG)
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2014 - Merit 163
 
Join Date: Aug 2010
Posts: 286
Thanks: 304
Thanked 414 Times in 182 Posts
siddiqui88 is just really nicesiddiqui88 is just really nicesiddiqui88 is just really nicesiddiqui88 is just really nice
Default

Quote:
Originally Posted by Da Skeptic View Post
@Farah Zafar
mere hisab se esa tab ho sakta jab Khuda ka maddi (material) wajood hota.. tab hi ham os k hisse b farz kar sakte the.. jab esa nahi hai to ye kese ho sakta hai k Galib kahe k agar me khalq na hota to Khuda k wajood ka hissa hota? even in abstract sense this explanation seems suspicious to me.. aap kiya kehti hain??
Ap kesay keh sktay hain k khuda k maadi wajood nahe? Insan Mareekh tk zaroor pohncha hai, lakin abi tk Milky Way se b agay ni ja ska Abi bohat kuch sar basta hai is kainaat me. Kaun dawa kar skta hai k khuda ka wajood kesa hai?

Farah Zafar's explanation is quite logical. She is not professing any of these schools of thought here, she just propounded what Ghalib would have had meant. Wahdatul Wajood aur Wahdatu Shahood do mukhtalif school of thought hain, khaliq aur makhlooq k taluq k baray me. Boht se classical shora nay apnai shairi me in per izhaar e khayal kia hai. ziada tar qudmaa wahdatul wajood k qail thay.
__________________
~Hamaray Lehjay Mein Ye Tawazan Barri Saoobat Ke Baad Aaya
~ Kai Mizajon Ke Dasht Dekhay; Kai Rawayyon ki Khaak Chhani~
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to siddiqui88 For This Useful Post:
Maroof Hussain Chishty (Saturday, January 07, 2012)