View Single Post
  #9  
Old Tuesday, February 21, 2012
mhmmdkashif mhmmdkashif is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by very special 1 View Post
ur both theories are not understandable by me..........
your 1st 1 ..........ecnomic stability = constant 1/political stability..........if your government is not political stable will foriegn investors come?

2nd pass 10 feet above my mind..............

regards
buhut hee aasan hai samajhna, government kee unstability aur writ qaim na hone kee main waja corruption hai, aur corruption kaa taaluq logun kee zehniat se hai. agar log buhut ziada politicized honge to woh kahin pe kaam karne ke bajaye siasat pe ziada zor den ge, aur investors ko is baat se kia matlab, woh to chahta hai ke maine invest kia hai to log kaam karen aur mujhe output mile . logun kee zehniat aisi kiun bani hai us kaa reason to samajh aa gaya hoga. politics ko jab her koi apne apne maqsad ke liye use kare gaa to na kabhi government stable hogi aur na hee koi investor invest karne aaye gaa. aisa nahin hai ke sirif bare bare political offices main bethe hue log hee politics ko apne liye use karte hain, aap kabhi survey kar ke dekhen to pata lage gaa ke neeche tak her koi aisa karta hai. Hamain sab se pehle local resources paida kar ke logun ko train karna pare gaa phir FDI kee taraf dekhna pare gaa.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote