View Single Post
  #10  
Old Tuesday, February 21, 2012
very special 1's Avatar
very special 1 very special 1 is offline
Senior Member
 
Join Date: Dec 2010
Location: dream land,where eagles live
Posts: 441
Thanks: 484
Thanked 286 Times in 195 Posts
very special 1 has a spectacular aura aboutvery special 1 has a spectacular aura aboutvery special 1 has a spectacular aura about
Question

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
buhut hee aasan hai samajhna, government kee unstability aur writ qaim na hone kee main waja corruption hai, aur corruption kaa taaluq logun kee zehniat se hai.

how to change that mind set?

agar log buhut ziada politicized honge to woh kahin pe kaam karne ke bajaye siasat pe ziada zor den ge, aur investors ko is baat se kia matlab, woh to chahta hai ke maine invest kia hai to log kaam karen aur mujhe output mile . logun kee zehniat aisi kiun bani hai us kaa reason to samajh aa gaya hoga. politics ko jab her koi apne apne maqsad ke liye use kare gaa to na kabhi government stable hogi aur na hee koi investor invest karne aaye gaa.
so you means if corruption ends we will achieve stability?

aisa nahin hai ke sirif bare bare political offices main bethe hue log hee politics ko apne liye use karte hain, aap kabhi survey kar ke dekhen to pata lage gaa ke neeche tak her koi aisa karta hai. Hamain sab se pehle local resources paida kar ke logun ko train karna pare gaa phir FDI kee taraf dekhna pare gaa.i fully agree...........but how to train?
what steps by Governmental officers or by Government?..............banda tu change ho jain ga
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to very special 1 For This Useful Post:
Aamish Bhatti (Tuesday, February 21, 2012)