View Single Post
  #97  
Old Wednesday, January 09, 2013
Asma Mayo's Avatar
Asma Mayo Asma Mayo is offline
Senior Member
 
Join Date: Sep 2012
Location: N/A
Posts: 161
Thanks: 74
Thanked 80 Times in 62 Posts
Asma Mayo is on a distinguished road
Default

Islamiyat:

1. Namaz deen ka...........hai (sutoon)
2. zakat k masarif kitnay hain
a. 3 b.5 c.8 d. 12 (Right ans is 8)
3. ALLAH TALAH nay sabar ki talqeen kin ko ki thi?
a. Hazrat Ayub(A.S)
b. Hazrat Younus(A.S)
c. Hazrat Ibrahim(A.S)
d. Hazrat Ismail (A.S)
(ans is a)
4.zindagi main aik bar kia karna hai farz hai?
a. Baitullah ki ziarat hajj
5. Jan aur jisam k jihad ko kia kahtay hain?
a. Jihad bilnafs
b.Jihad bililm
c.Jihad e akbar
d.jihad bilmaal

6.khandan ki kifalat ki zimmaydari kis ki hoti hai?
a. mard
b.aurat
c.buzurg

7.wazu k kitnay faraiz hain?

a.3
b.4
c.5
d.6

8.jummay k din gusal .............hai?

a.wajid
b.masnoon

baqi filhal yaad nahi arahay ISLAMIYAT K

General Knowldge

1.Pakistan and Afghanistan jis ki lenght something like 1180 etc hai us k border ko kia kahtay hain?

a. afghanistan border
b.durand line

2.Pakistan Islami date ko kab bana?
a.27 Rajab
b.27 Ramadan
etc

3.one of the main causes of the fall of east Pakistan?
a. constitution of 1962
b.location of east and west Pakistan
c.recognition of Pakistan
d.federal parliment system

4. chilgoza trees in Pakistan
a.zairat
b.zoab
c.gilliyat
d.muree

5.1n 1973 constittution the name of Pakistan became
a. Islamia pakistan
b. Islamic Republic Pakistan
etc

6. Shaheed Benazir bhutto international airport is situated in

a.Islamabad
b.Lahore
c.karachi
d.Larkana
(ans Islamabad)

7. which mountain range is located on the west of korakoram mountain?

a.Korakoram range
b.Hindokush range
c.koh-e-sulaiman
d.koh-e-sufaid

8.kush hal khan khatak is the writer of ?

a.sindhi
b.balochi
c.barahavi
d.pushto

9.Quaid-e-Azam is buried in ?

a.karachi
b.lahore
c.Islamabad

10.city of lights is

a.lahore
b.karachi
c.Islamabad

11.the biggest ocean is

a.atlantic
b.pacific
c.artic
d.antartic

12.biggest district area wise is

a.dera gazi khan
b.multan
c.rajanpur
d.bhawalpur

Urdu

1. pahar say pahari..........isam hai

a. musagar
b.mukabar
c.sift
d.musadar

2.jumla mukamal karain zoq-o-

a. shoq
etc

3.talkh ka muttazad batain

a.sheeren
b.namkeem
c.karhwa

4.buland ka muttazad batain

a.passt
b.auncha
c.ghehra

5.ba naseeb main ba kia hai?

a.lahayqa
b.saabqa

6.aiela k kia matlab hain?

a.muaashi
b.khandani
c.deeni
d,ruhaani

7.ALLAH nay ganjay ko ..............nahi diye

a.nakhun

8.daikhtay hain ................kis karwat baithta hai

a.maindah
b.auont
c. hathi etc

9.dobtay ko ............ka sahara

a.tinkay
etc

sindhi main

1.Hazrat sachal sarmat ka urs kab hota hai

a.14 ramadan
b.17 ramadan
c. pehli muharrum
d.1 safar etc

2.Moro kis area ka log gheet hai?

a. thar
b.lar
c. etc

3.kisi poem ka naam tha like subha sathi etc

a.sachal sarmat
b.ustaad bukhari
c. etc

4. pakistan ki bunyadi ghizaii jins (crop) kia hai

a. katak something like
b. chawal
c.makaii
d. b and c

baqi yaad nahi arahay aur english bohat easy tha.
Reply With Quote