Quote:
Originally Posted by fellow89
How is carrier of Cashier at Meezan Bank??
|
Bhai aap k carrier ki MCB kar dety hain ..yahan aney ka time hai janey ka nhi ...meezan k customers ki 1 lambi list hai asa rush hota hai k aap bolo ge k aap joria bazar me kisi shop me bethy ho ...shortage hogi to bharo salary 14000 hogi aur jitney kam parey paise wo bharo last badge me 1 cashier k 30000 kam par gaye thy bechara ghareeb tha marta kia karta 2 month free kaam kara q k bond tha chor bhi nhi sakta tha...mera mashwara mano MEEZAN mat ana koi chota mota kaam shru kardo