View Single Post
  #9  
Old Wednesday, December 25, 2013
mehak jahan's Avatar
mehak jahan mehak jahan is offline
Junior Member
 
Join Date: Sep 2013
Location: karachi
Posts: 26
Thanks: 1
Thanked 2 Times in 2 Posts
mehak jahan is on a distinguished road
Default kindly please help me and solve these question my ppr date has announced on 1st jan

1-meer anees aur meer dabeer ne mersiya kis sheri haiyat main likha?
a-masdas b-makhmas
2-'''elan e jang dour e hazir k khilaf'''ye iqbal k kis majmoye k alfaz hain?
a-zarb kaleem b-bal e jibrail
3-''urdu ki akhri kitab''ye kis ki tasneef hai?
a-insha Allah khan insha b-ibn e insha
4-ghazal ki zuban kesi hai?
a-hijr o firaq ki zuban b-alaim wa ramooz ki zuban
5--adab ki istallah main tareekh goi kisey kehty hain?
a-mulk k halat qalam band karna b-tareekhi waqyat zubani tarteeb dena
6-lafz qafia ki jama kia hai?
a-quwafi b-quwaif
7-Qurran pak k phly urdu mutarrajam?
a-sha abdul qadir b-rafiuddin
8-'''pakistan se dayar e haram tak'''kis ki tasneef hai?
a-naseem hajazi b-karnal mohammad khan
9-ghazal main ziyada se ziyada kitny ashar ho sakty hain ?
a-15 b-20
10-kisi taweel nazam ko mukhtalif bandun main likhna kia kehlata hai?
a-masdas b-masmat
11-jab shair ahtiyat se soch samajh kr sheer kahy tou uss ko kia kaha jata hai?
a- awarad b-amad
12-urdu k anasir e khumsa koun hain ?
a-meer,ghalib,zouq,iqbal,akbar ala abadi b-sir syad,hali,shibli,nazeer ahmed,mohammad hassan
13- mirsiya kis sanf main likha jata hai?
a-har sanf main b-masdas
14-urdu 2 rasm ul khatun main likhi jati hain koun koun si?
15-ameer khusro ne jo nai dhun ikhtiyar ki thi wo kis kis k sath mil kar ejad ki thi ?
a-farsi,hindi b-hindi,turki
16-jadeed nasar k bani ?
a-mirza ghalib b-sir sayad ahmed khan
17-urdu main jadeed shairi ka aghaz kis ne kia?
a-hali b-azad
18-'''tanqeed kia hai'''kis ka hai?
a-ashfaq ahmed a-all ahmed suroor
19-urdu duniya ki koun si zuban hai?
a-3rd b- 4th
20-'''nazar aur nazariye''' kis ki tasneef hai?
a-siddique salak b-all ahmed suroor
21-''''khayam''''kis tehqeeqi kawash hai?
a-syed suleman nadvi b-sadiq ul kheri
22-'''pagal khana'''kis ka novel hai?
a-hajab imtiyaz ali b-haider Allah
23-iqbal ka sub se pehla sheri majmua ?
a-israr e khudi b-bang e darra
24-inn main se koun sa muhawra durust hai?
a-panchun ungliyan ghee main ser karhai main b-panchun ghee main ser karhai main
25-''''khuda ne ajj tak uss qoum ki halat nhi badli
na ho jis ko khayal app apni halat badalny ka''
ye sheer kis ka hai ?
a-zafar ahmed khan b- hali
26-ye sheer kis ka hai?
iss sadgi pe koun na mar jaey aey khuda
larty hain aur hath main talwar bhi nhi
a-ghalib b-akbar ala abadi
27-kismat ki khubi dekhiye tuti kahan kumand
do char hath jb k lab e bam reh gaya
a-qaim chand puri b-mani
28-mudiyee lakh bura chahy tou kia huta hai
wohi huta hai jo manzur e khuda huta hai
__________________
Dream is not that what you see in sleep,but dream is thing which does'nt sleep you
Reply With Quote