View Single Post
  #10  
Old Wednesday, December 25, 2013
mehak jahan's Avatar
mehak jahan mehak jahan is offline
Junior Member
 
Join Date: Sep 2013
Location: karachi
Posts: 26
Thanks: 1
Thanked 2 Times in 2 Posts
mehak jahan is on a distinguished road
Default plzzzzzzzzzzzzzzzzzz

29-huyee namwar be nashan kesy kesy
zamee kha gai nujawan kesy kesy
a- atish b-ameer menai c-meer taqi meer
30-bar bar iss k dar pe jata hun
halat ab iztarab ki si hai
31-qhari wa ghfari wa qdusi wa jabrwat
ye char anasir hun tou banta hai muslman
32-paiyamber na mayasr hua tou khu hua zuban
ghair se kia shrah arzo karty
33-hum ne mana k taghaful na karo ge lekin
khak ho jaein ge hum tum ko khabar huny tk
34-dam akhir bhi tum nhi aty
bandagi ab k main chala sahib
35-behla na dil na teer gai ye
janta tou aag lagata na ghr ko main
36-main ne tou zahir na ki thi dil ki baat pr
meri nazrun k dhab se paa gya
37-dil meena bhi kr khd se talab
aankh ka noor dil ka no nhi
38-ashk ankhun main kb nhi aata
laho ata hai jb nhi aata
39-sabaq aisa parha diya tou ne
dil se sub kuch bhula diya tou ne
40-kuch taluq raha na duniya se
mashghl
aisa bata diya tou ne
41-sub se aula wa alla hamara nabi
sub se bala wa wala hamara nabi
42-bujh gaien jis ke agey sabhi mashghalein
shama wo le kr aaya hmara nabi
43-do alim se karti hai begana dil ko
ajab cheez hai lazat ashnai
44-dil ko jab dil se rah huti hai
ahh huti hai rah huti hai
45-bary main duniya main rahoo gham zada ya shad ho
aisa kuch kr k chal yan k buhat yad ho
46-hum ko dewangi shrun hi main khush ati hai
dsht main qais raho kuh main farhad raho
47-tuhmat chand apny zimmay dhr chaly
kis k liye aye thy hum kia ek chaly
48-shama ki mannid hum iss bazam main
chashm nam aye thy daman tar chaly
49-main bhi mou main zuban rakhta hun
main nhi janta dua kia hai
50-jaan tum pr nisar krta hun
main nhi janta dua kia hai
51-main inn se afoo jurm ki darkhuwast kia karun
maloom bhi tou ho koi apni khaata mujhy
52-sadaqat ho tou dil keeno se khenchny lagty hain waaz
haqeeqat khud ko manwa leti hai maani nhi jati
53-bulandi chaiye insan ki fitrat main pusheeda
koi ho bhees lekin shan sultani na nhi jati
54-ab k tajdeed wafa ka nhi imkan jana yad kiyan
tujh ko dilaein teera peman jana
55-nhi mosam ki ada dekh k yad aya hai
kis qadr jald bld jaty hain insan jana
56-tumhar yad k zakhm jb bhrny lagty hain
kisi bahany tumhein yad krny lagty hain
57-asnaf nazam main ''qatta''kitny ashar pr mushtamil huta hai?
a-2 b-tadad pr papandi nhi c-4
58-'''tamanna be tab''' k khaliq koun hain ?
a-arsh siddiqi b-rasheed amjad
__________________
Dream is not that what you see in sleep,but dream is thing which does'nt sleep you
Reply With Quote