View Single Post
  #8  
Old Monday, January 06, 2014
Roshanj Roshanj is offline
Junior Member
 
Join Date: Jul 2013
Posts: 4
Thanks: 1
Thanked 0 Times in 0 Posts
Roshanj is on a distinguished road
Default remaing question lect:urdu 2014

“Urdu sarf wo Nahoo” ka musnaf kon ha?
(a) Sohail Bukhari (b) Molvi Abdul Haq (c) Rasheed Hassan khan (d) Atshan durani.
Q7: “Tahlel Naffsi ” ka bani kise kha gya ha?
(a) Fried (b) zoong (c) Edler (d) Heralad Bloom.
Q8: Urdu ka phla sahib kulyat shair kon ha?
(a) Wali Dakni (b) Qali Qutab Shah (c) Nizami Dakni (d) Mula Wajhi.
Q9: “Nazrya Rad Tashkeel” Ka bani kon ha?
(a) Foko (b) Edward saeed (c) Dareeda (d) roolan barth.
Q10: Saat misroon par mushtamil band ko kya khate hen?
(a) Masbah (b) Tarkeeb band (c) Mushmin (d) Tarjeh Band.
Q11: Kis Maghribi Danshwar ko wijoodyat ke hawale se aham jana jata ha?
(a) Hiyoom (b) Edson (c) Teri Eglton (d) Sartar.
Q12: Qaseede ke doosra hisa kya khlata ha?
(a) Tashbeeb (b) Tasbeeb (c) Madh (d) Gurez.
Q13: Tarki Pasand Tehareek ke Phle ijlas ka Sadarti Khutba Kis ne dya?
(a) Sajad Zaheer (b) Preem Chand (c) Akhtar Hussain Raipoori (d) Hasrat Mohani .
Q14: wo Ilam jo Tashbeh; ishtara, majaz marsal or kanaya waghair se bahas karta ho, kya kahlata ha?
(a) Ilam Manye (b) Ilam Badee (c) Ilam Arooz (d) Ilam Biyan.
Reply With Quote