Friday, March 29, 2024
09:59 AM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > CSS Compulsory Subjects > Islamiat > Islamiat Notes

Islamiat Notes Islamiat notes here

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Thursday, July 28, 2011
cateyes's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2010
Location: heaven
Posts: 90
Thanks: 59
Thanked 51 Times in 33 Posts
cateyes is on a distinguished road
Default PMS objective solutions

2005

1- azaan ma ALLAH o akbar kitni dafa ata ha?

a) 4b) 5 c) 6 d) 7 ans)

2- namaz ma QOMA kisay kehty hain?
3- QURAN ma kis cheez ko zulm-e-azeem kaha gya ha?
4- TAWAF Qadoom kiya ha?
5- SALAT-e khasuff kab adda ki jati ha?
6- Mazhab k Meaning kiya hain?
7-holy prohet nay kis k mutaliq farmaya k wo NABYOON n SHahedon k sath ho ga?
8- BUDH ka zaati name kiya tha?
9- HINDUiSM ka majmoa-e-qawaneen konsa ha?
10- BUDH mat k mazhabi adab ka kiya name ha?
11- ahkam-eashra ka taluq kis mazhab say ha?
12- ZARTASHT AZAM ma sab say ahaam aqeeda kon sa ha?
13- HOly PROPHET nay farmaya k jo shakhs NIkaah ki istataat na rakhta ho wo-----?
14- quraan pak ma ARSHD-E RABBANI HA K APNI aulad ko qatal na karo?
__________________
mujhe chorh de mere haal par tera kia bhrosa aye humsfar
teri mukhtasar si nawazishein mera dard aur barha na dein.
Reply With Quote
  #2  
Old Thursday, July 28, 2011
cateyes's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2010
Location: heaven
Posts: 90
Thanks: 59
Thanked 51 Times in 33 Posts
cateyes is on a distinguished road
Default

2005

1- azaan ma ALLAH o akbar kitni dafa ata ha?

a) 4b) 5 c) 6 d) 7 ans)
2- namaz ma QOMA kisay kehty hain?
a) b) c) d) ans)
3- QURAN ma kis cheez ko zulm-e-azeem kaha gya ha?
a) b) c) d) ans)
4- TAWAF Qadoom kiya ha?
a) b) c) d) ans)
5- SALAT-e khasuff kab adda ki jati ha?
6- Mazhab k Meaning kiya hain?
7-holy prohet nay kis k mutaliq farmaya k wo NABYOON n SHahedon k sath ho ga?
8- BUDH ka zaati name kiya tha?
9- HINDUiSM ka majmoa-e-qawaneen konsa ha?
10- BUDH mat k mazhabi adab ka kiya name ha?
11- ahkam-eashra ka taluq kis mazhab say ha?
13- ZARTASHT AZAM ma sab say ahaam aqeeda kon sa ha?
a) falsafa-e khair o shar b) rehbaniat c) D) akhrat ans

14- HOly PROPHET nay farmaya k jo shakhs NIkaah ki istataat na rakhta ho wo-----?
a) nimaz ki pabandi karay b) rozay rakhy c ) jihad ma masroof ho jay D) dunya ki raghbt kam kr day
ans
15- quraan pak ma ARSHD-E RABBANI HA K APNI aulad ko qatal na karo?
a) apni aana ki khatir b) nahosat k dar say c) ghurbat o aflas dar say d) sharam-o haya k bais ans)
16- NABI (P.B.U.H) nay masajid k baray ma kiya farmaya?
a) jaant ki nehrain hain b) janat k makanat hain c) janat k baghat hain d) jant k baghichay hain
ans)
17- NABI (p.B.U.H) nay kis amal ko deen k kohaan ki choti qarar diya?
a)infaq fi sabiliiah b)namaz c) haaj d) jihad
ans)
18- ayat-e-karima ha ADal ka daman na choro chahy tumhara.....?
a) behtareen dost he q na ho b) qareebi rishta dar hi q na ho c) apna bhai he q na ho d) apna hamsaya he q na ho
ans)
19- sSORAT baqra ki ro say tQWWA ko qarar diya gya?
a) behtareen zad-erah b) mushkilat ka hal c) zariya-e-nijat d) aik mustahsin amal
ans)
20- khana kaaba ko pehli bar kis nay tameer kiya?
a) hazrat adam b) hazart nooh c) hazart ibrahim d) hazrat ismail
ans) hazrat ibrahim
21- quran-ul manazil kin logon k liay meqat ha?
a)ahle madina b)ahlee maakah c) ahle iraq d) ahle najaad
ans)
22- NABI(P.B.U.H) nay farmaya jab aik muslim ko cheenk ay to wo kahay?
a) b) c) d) ans) ALHAMD-U-LLIAH
23-kis nabi nay jismani aur maali masaib pay sabar ki behtareen misal paish ki?
a) hazrat moosa b) hazrat younas c) hazrat ayouub d) hazrat yaqoob
ans)
24- quran pak may musalmano ko tanbih ki gaye k un ki hawa ukhar jay e kis waja say?
a)jhot bolnay say b) apas ma jharny say c) naap tol ma kami say d) amar bil marof nahi an il munkir na karny say
ans)
25- Nabi(P.B.U.H) nay madina ma jo islami muashra qaim kiya us may imtiyazi haisiyat kis ko hasil thi?
a) al sabiqoon-al awaloonb) khandan-erasalat ko c) insar-emadina ko d) none ans)
26- ALLAh nay quran ma kin k baray ma SIRAHAT farmai k wo muslmanoo k dost na hoon gy?
a) kafir-o-mushriq b) fasiq-o-fajir c) yahod-eoesai d) munafiq-o-gadar
ans)
27-kis soraat ma IRSHAD- RABBANI ha k amantain amant daroon tk pohancha doo?
a) sorah baqra b) sorah haaj c) soraah momeneen d) soraah nisa
ans)
28- NABI(P.B.U.H) nay farmaya musalmanoo k gharoon ma say sab say acha ghr wo ha jahan?
a)ALLAH ki ibadat ki jati ho b) shirk na paya jata ho c) logon ka emaan khalis ho d) yateemoon k sath bhalai ki jati hoo
ans)
29- qaroobari dabdiyanti k baais kis nabi ki qoom par azab utra?
a) hazrat LOOT b) HAZRAT NOOH c) HAZRAT HOOD d) HAZRAT SHUAIB ans)

30- khawateen k liay zaib o zeenat chupany ka hukam kis sorat ma ha?
a) soart baqra b) soraat ahzaab c) soraat NISA d) sorat noor
ans)
__________________
mujhe chorh de mere haal par tera kia bhrosa aye humsfar
teri mukhtasar si nawazishein mera dard aur barha na dein.
Reply With Quote
  #3  
Old Wednesday, April 11, 2018
Junior Member
 
Join Date: Apr 2018
Location: Lahore
Posts: 6
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Mazhar Iqbal Bao is on a distinguished road
Default Ans these given above questions..?

any one can help me to reply the ans of all given questions...?
thanks in anticipation.
Reply With Quote
Reply

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
How to become Creative? Tips and Examples redmax Off Topic Lounge 2 Saturday, January 05, 2013 07:54 AM
Basic problems of human and their solutions Agha Zuhaib Islamiat 0 Thursday, June 30, 2011 02:04 AM
Objective Resolution mashal khan Pakistan Affairs 6 Wednesday, November 18, 2009 02:27 AM
Basic human problems and role of wahi in their solutions I M Possible Islamiat 11 Wednesday, February 27, 2008 12:40 PM
The Jewel in the Crown: Objective Reporting Last Island English Literature 0 Wednesday, June 06, 2007 03:27 AM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.