CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Literature (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/)
-   -   Let's solve past papers' Urdu MCQs (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/43758-lets-solve-past-papers-urdu-mcqs.html)

Eager Saturday, January 22, 2011 02:29 PM

Let's solve past papers' Urdu MCQs
 
friends lets solve the last ten years papers' mcqs of urdu. I think we should start from 2010. writing all the questions will be the waste of time that's why plz someone copy paper I and II of urdu 2010 here so that we can start solving mcqs. (i tried pasting them but in vain:D).

Regards

Farrah Zafar Sunday, January 23, 2011 03:06 PM

1 Attachment(s)
Good step Eager![IMG]32684-urdu-paper-2010-a.html[/IMG]

1)Sir syed
2)1936
3)Baal e jabriel
4)M.Hussain Azad
5)Sab rass
6)Yousafi
7)sorry
8)Quli qutub shah
9)Ali Adil shah
10)sorry
11)john gill
12)sorry
13)sorry
14)sorry
15)Dr Gopi
16)Intezar Hussain
17)sorry
18)sorry
19)M.Shah
20)Dr Jamil

Still Im not sure about these answers

abdul basit lone Friday, February 04, 2011 12:36 AM

urdu mcqs
 
plz snd me urdu mcqs.:tata

Farrah Zafar Friday, February 04, 2011 10:44 AM

[QUOTE=abdul basit lone;261111]plz snd me urdu mcqs.:tata[/QUOTE]

send where?
You may better write here,I will try my best to solve them.

Regards

sibgakhan Monday, February 07, 2011 12:39 PM

[QUOTE=Farrah Zafar;261366]send where?
You may better write here,I will try my best to solve them.

Regards[/QUOTE]

which books u r using to prepare urdu paper for part one and two?

marwatone Monday, February 07, 2011 01:09 PM

10) Haatim
13) Vazir Agha
14) Allahabad

And, I guess the second part of the paper has not been uploaded, or I am unable to view it.

Farrah Zafar Monday, February 07, 2011 09:08 PM

[QUOTE]which books u r using to prepare urdu paper for part one and two?[/QUOTE]
For part 1 I have book by Dr.Saleem Akhtar,besides I'm preparing from a book by AIOU.
For part 2 I don't have any specific book but taking help from M.A Urdu's books.

[QUOTE]And, I guess the second part of paper has not been uploaded, or I am unable to view the it.[/QUOTE]
I didn't upload yet,soon I will.

Farrah Zafar Monday, February 07, 2011 10:01 PM

1 Attachment(s)
2)1880
3)anjuman
4)rasheed hasan khan
5)baang e dara
6)asmat chughtai
7)ata ul haq qasmi
8)Nisar aziz but
9)majeed amjad
10)mushafaqq khawaja
11)jameel ud din aali
12)bazm e Iqbal
13)khawja mueen ud din
14)rafee ud din hashmi
15)mirza athar baig
16)dr rasheed ahmad
17)Dr sabir
18)dr anwar ahmad
19)ahmad nadeem qasmi
20)drama

Farrah Zafar Friday, March 04, 2011 02:40 PM

paper 2 2008
 
[SIZE="3"][SIZE="3"]1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.[/SIZE]
[B]Shahnama Islam[/B]

[SIZE="3"]2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.[/SIZE]
[B]Mushtaq Ahmad Yousafi[/B]

3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai.
[B]Mukhtar sadiiqui[/B]

4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.
[B]Ch.Afzal haq[/B]

5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?
[B]Shab e rafta[/B]

6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa hai
[B]Mirza Ghalib[/B]

7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.
[B]Sir Syed Ahmad khan[/B]

8)Heart Attack______ki nazm hai.
[B]Faiz Ahmad faiz[/B]

9)Naeem_____ka kirdaar hai.
[B]Udaas naslen[/B]

10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..
[B]Mirza Ghalib[/B]

11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.
[B]Ch.Afzal haq[/B]

12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?
[B]1930[/B]

13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.
[B]Faiz Ahmad Faiz[/B]

14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.
[B]Iqbal[/B]

15)"be'khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna"______ka sher hai
[B]Meer taqi Meer[/B]

16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.
[B]Raja Gidh[/B]

17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,
[B]Anjuman e Panjab[/B]

18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kia
[B]Syed Suleman Nadvi[/B]

19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.
[B]Faiz Ahmad faiz[/B][/SIZE]

Farrah Zafar Friday, March 04, 2011 10:15 PM

Paper 2 2005
 
[SIZE="3"][B]The book which I have for mcqs doesn't contain mcqs of year 2006,2007.Kindly some one may post it.I will be obliged.[/B][/SIZE]

[SIZE="3"]aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
[B]Ghalib[/B]


Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
[B]khawb o khayal[/B]


Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
[B]uneesveen sadi[/B]


Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?
[B]8[/B]


Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
[B]3[/B]


Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
[B]6[/B]


Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
[B]4[/B]


Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
[B]Maazi[/B]


Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
[B]5th[/B]


"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?
[B]Dr.Zaheer fateh poori[/B]


Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
[B]1971[/B]


Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
[B]daihi(rural)[/B]


Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
[B]shaayiri[/B]


Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
[B]samaaji[/B]

chand ham aser mash'hoor adeebon k____hain
[B]khaakay[/B]


_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
[B]Ghalib[/B]


______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqad
[B]Ahmad Nadeem Qasmi[/B]


_____Bang e dara ki nazm hai
[B]taloo e Islam[/B]


Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
[B]3[/B]


Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?

[B]Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.[/B][/SIZE]


08:01 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.