CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Literature (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/)
-   -   Raja Gidh ka pas manzar Bano Qudsiya k alfaz mein (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/42951-raja-gidh-ka-pas-manzar-bano-qudsiya-k-alfaz-mein.html)

Farrah Zafar Saturday, January 01, 2011 06:49 PM

Raja Gidh ka pas manzar Bano Qudsiya k alfaz mein
 
[RIGHT][SIZE=5]دیکھیے میں آپ کو دوسرے ناولوں کی بات تو بعد میں بتاؤں گی، میں ’راجہ گدھ‘ کے متعلق آپ کو بتا سکتی ہوں۔ آج وہ سترہ اٹھارہ سال سے سی ایس ایس کے امتحان میں لگا ہوا ہے۔ ڈاکٹر اجمل آپ کو یاد ہوگا، نفسیات دان تھے گورنمنٹ کالج کے پرنسپل بھی رہے ہیں۔ انہوں نے اسے مقابلہ کے اس امتحان میں لگایا تھا۔ میں یہاں پر بیٹھی تھی اور میرا کوئی ارداہ نہیں تھا کہ میں کوئی ایسا ناول لکھوں گی۔ ’راجہ گدھ‘ کی طرح کا، ان دنوں ہمارے گھر میں ایک امریکن لڑکا ٹھہرا ہوا تھا۔ وہ بہت کوشش کرتا تھا کہ امریکن تہذیب، امریکن زندگی، امریکن اندازِ زیست سب کے بارے میں یہ ثابت کرے کہ وہ ہم سے بہتر ہے۔ مسلمانوں سے بہتر ہے۔ تو ایک روز وہ میرے پاس آیا اور مجھ سے کہا: اچھا مجھے دو لفظوں میں، ایک جملے میں بتائیے، آپ صرف چھوٹی سی بات مجھ سے کیجیے کے اسلام کا ایسنس (جوہر) کیا ہے؟ میں نے اس سے کہا کہ آپ یہ بتائیے کہ عیسائیت کا ایسنس کیا ہے؟ اس نے کہا: عیسائیت کا ایسنسن ہے Love - "Love thy neighbour as thyself" یہ ایسنسن ہے عیسائیت کا۔ میں نے کہا اسلام کا جو ایسنس ہے وہ اخوت ہے، برابری ہے، بھائی چارہ ہے brotherhood ہے۔ کہنے لگا چھوڑیے یہ کس مذہب نے نہیں بتایا کہ برابری ہونی چاہیے۔ یہ تو کوئی ایسنس نہیں ہے یہ کہہ کر وہ تو چلا گیا۔ یقین کیجیے، یہاں پر پہلے ایک بہت بڑا درخت ہوتا تھا سندری کا درخت۔ سندری کا درخت ہوتا ہے جس سے سارنگی بنتی ہے۔ اس کے بڑے بڑے پتے تھے اور وہ یہاں لان کے عین وسط میں لگا ہوا تھا۔ وہ ایک دم سفید ہو گیا اور اس پر مجھے یوں لگا جیسے لکھا ہوا آیا ہو: اسلام کا ایسنس حرام و حلال ہے۔ مجھے معلوم نہیں تھا کہ اسے میں نے کیوں کہا۔ کیونکہ اس ہر ایکشن (عمل) سے دو چیزیں پیدا ہوتی ہیں۔ جتنے کمانڈمنٹس ہیں یا تو وہ حرام ہیں یا حلال ہیں۔حلال سے آپ کی فلاح پیدا ہوتی ہے اور حرام سے آپ کے بیچ میں تشنج پیدا ہوتا ہے۔ آپ میں ڈپریشن پیدا ہوتا ہے آپ میں بہت کچھ پیدا ہوتا ہے۔ میں نے اس امریکی لڑکے کو بلایا اور اسے کہا: یاد رکھنا اسلام حرام و حلال کی تمیز دیتا ہے اور یہی اس کا ایسنس ہے۔ اس کےبعد میں نے یہ کتاب لکھی اور میں آپ کو بتا نہیں سکتی کہ کس طرح اللہ نے میری رہنمائی کی اور میری مدد فرمائی اور مجھے یہ لگتا ہے کہ یہ کتاب میں نے نہیں لکھی مجھ سے کسی نے لکھوائی ہے۔ اس کے بعد آپ کو پتہ کہ میری بہت ساری کتابیں ہیں۔ پچیس کے قریب کتابیں میری ہو چکی ہیں۔ اور جتنا بھی اس پر کام ہوا ہے میں آپ کو بتا ہی نہیں سکتی کہ کس طرح ہوا ہے۔[/SIZE][/RIGHT]

Umer Sunday, January 02, 2011 12:43 AM

Absolutely right
A very good lesson learnt in this particular post
The essence of Islam is based on the distinction between what is forbidden and what is allowed.
Haraam aur Halaal mai tameez hi to Islam ki buniyaad hai
Jin kamo se mana kiya gaya hai un se bachna aur jin ko halaal qarar diya gaya hai un par amal karna

shani1 Friday, January 07, 2011 01:11 AM

ma is theory sa agree nhe krta.azul ma islam baaaamaine zindge ka nam ha islam humy yah batata ha ka koe b cheeaz fazzol ma pada nhe kr de gae or jaha tak raja gidh ka anylaticall approch ke bat ha to yah halal haram ke jo theory bano qudsya na di to ma isy sa agree nhe krta unhy no jo theory di k halal kahne sa insan naike ke tarf ragib hota ha iske dallel ma dum wale pani ke misal di gae to is bat ko wo kia kahy ge ka waallio k ghur chor or chor k ghur sa koe walli b pada hota ha or iske misaaly ma na apne annko sa dake hain.
ma isy koe shahkar novel mannune ko kuttaen tayr nhe ho boht c jga per ilmiat ka roab almost bilvja jhara gya ha or boht c jhuugo per lahasil behas novel ko boor bunate ha .jaha tak seema ke moat ka taluk ha waha per b usy byan kia gya h k at the end bundy ko yakken ata ha k seema mur gae ha.q k us ma lbus 2 3 jga per lika ha k wo mur gae. so there is so many stuff which i can disscuss which can prove it is not among the best novel.
or mera zate khyal ha k bano appa na kaha k yah novel mj c likya gya ha to boht c cheeze insan sa khud ba khud surzad ho jate hain or insan usy apne akkal k matbik justify krta ha mera zaate khyal ha k is novel ka markazee theme mohbt or juunoonit ha na k hallal or harm and i can proove it


@umber.farah m i on the right track?

Farrah Zafar Friday, January 07, 2011 07:19 PM

[QUOTE]ma is theory sa agree nhe krta.azul ma islam baaaamaine zindge ka nam ha islam humy yah batata ha ka koe b cheeaz fazzol ma pada nhe kr de gae[/QUOTE]
tou ap k kehnay ka matlab hai k baaqi mazaahib k mutabiq her cheez fazool mein paida ki gayi hai?

[QUOTE]or jaha tak raja gidh ka anylaticall approch ke bat ha to yah halal haram ke jo theory bano qudsya na di to ma isy sa agree nhe krta unhy no jo theory di k halal kahne sa insan naike ke tarf ragib hota ha[/QUOTE]

[B][COLOR="Green"]"Maghrib k pass haram halal ka tasawur nahi hai aur mari theory hai k jis waqt haram rizq jism mein dakhil hota hai wo insani genes ko mutaseer krta hai.. Rizq-e-haram se 1 khas kisam ki "mutation" hoti hai jo khtarnaq adviyat sharab aur radtiation se bhi ziada muhliq hai..
Rizq-e- halal se jo genes takhur pazir hote hain wo lolay langray aur andhay hi nahi hote balkay NA UMEED bhi hote hain..Nasl-e- insani se yeh genes jab nasal dar nasal hum mein safar karte hain tou in genes k andar asi zahni paragndgi payda hoti hai
jis ko hum pagalpan kehte hain. yaqin kar lo rizq-e- haram se hi humari anay wali naslon ko pagalpan warast mein milta hai aur jin Qomon mein min hasul qoom rizq-e- haram khane ka lapka par jata hai wo min hasul qoom DEEVANI hone lagti hain."[/COLOR][/B]
[U]from raja gidh by Bano Qudsiya[/U]


[B] “O mankind! Eat of that which is Halal and Toyyib on the earth…..” Quran 2:168[/B]

[B]
"Shaitân (Satan) wants only to excite enmity and hatred between you with intoxicants (alcoholic drinks) and gambling, and hinder you from the remembrance of Allâh and from As-Salât (the prayer). So, will you not then abstain?" Quran 5:91[/B]
[B]
They ask you (O Muhammad) concerning alcoholic drink and gambling. Say: [U]"In them is a great sin[/U], and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit." And they ask you what they ought to spend. Say: "That which is beyond your needs." Thus Allâh makes clear to you His Laws in order that you may give thought." Quran 2:219[/B]

[QUOTE]
ma isy koe shahkar novel mannune ko kuttaen tayr nhe ho boht c jga per ilmiat ka roab almost bilvja jhara gya ha or boht c jhuugo per lahasil behas novel ko boor bunate ha .[/QUOTE]
[COLOR="Sienna"][B]
"Seemi: Mera Khameer Muhabbat men Goondha gaya he Qayyum, mujhy Muhabbat chahiye, men Muhabbat k bina nehin jee sakti.
Qayyum: Nehin Seemi tumhen Muhabbat nehin Chahiye, tumhen Sirf Aftab ki Muhabbat Chahiye,
Hamara Almia yhi he k yahan sab ko Muhabbat to chahiye lekin apny apny matlooba shakhs ki Muhabbat.
Warna tum us ki Muhabbat men marna chahti ho jo tumhen chor k chala gaya, or agar tumhen muhabbat hi chahiye hoti to meri Muhabbat Aftab ki Muhabbat se kehin zada he ..."[/COLOR][/B]
[COLOR="DarkOrchid"][B]
"Mot se pehlay---- zindagi k saath---zindagi ki nafi---aakhree nijaat se pehlay kuli faraar
nijaat ki aarzoo tak se-- harr maslak se harr but se chutkara hasil karnay ka ek hee tariqa hai k insaan har qisim k but tor de,har maslak se azaad hojaye...kisee millat main shamil na ho,kisee khandan ka fard na ho,kisee mulk ka bashinda na ho ,,aisee halat main wo siwaai mot k kisee ka marhoome minnat na hoga kisee or ka aashiq na hoga
mot jo yaqeeni hai,mot se pahle mot.."[/B][/COLOR]
[U]raja gidh(bano qudsia)[/U]

ye kuch lines jo mei ne paish keen hn ye tou pukaar pukaar k keh ri hn k hm bht qeemti hain..janay ap ko boriat kahan lagi?

[QUOTE]so there is so many stuff which i can disscuss which can prove it is not among the best novel. [/QUOTE]
[I]chalen ab intezaar hai k ap kesay sabit kertay hain it is not best novel[/I]:waiting

shani1 Saturday, January 08, 2011 07:18 PM

[QUOTE=Farrah Zafar;253504]tou ap k kehnay ka matlab hai k baaqi mazaahib k mutabiq her cheez fazool mein paida ki gayi hai?



[B][COLOR="Green"]"Maghrib k pass haram halal ka tasawur nahi hai aur mari theory hai k jis waqt haram rizq jism mein dakhil hota hai wo insani genes ko mutaseer krta hai.. Rizq-e-haram se 1 khas kisam ki "mutation" hoti hai jo khtarnaq adviyat sharab aur radtiation se bhi ziada muhliq hai..
Rizq-e- halal se jo genes takhur pazir hote hain wo lolay langray aur andhay hi nahi hote balkay NA UMEED bhi hote hain..Nasl-e- insani se yeh genes jab nasal dar nasal hum mein safar karte hain tou in genes k andar asi zahni paragndgi payda hoti hai
jis ko hum pagalpan kehte hain. yaqin kar lo rizq-e- haram se hi humari anay wali naslon ko pagalpan warast mein milta hai aur jin Qomon mein min hasul qoom rizq-e- haram khane ka lapka par jata hai wo min hasul qoom DEEVANI hone lagti hain."[/COLOR][/B]
[U]from raja gidh by Bano Qudsiya[/U]


[B] “O mankind! Eat of that which is Halal and Toyyib on the earth…..” Quran 2:168[/B]

[B]
"Shaitân (Satan) wants only to excite enmity and hatred between you with intoxicants (alcoholic drinks) and gambling, and hinder you from the remembrance of Allâh and from As-Salât (the prayer). So, will you not then abstain?" Quran 5:91[/B]
[B]
They ask you (O Muhammad) concerning alcoholic drink and gambling. Say: [U]"In them is a great sin[/U], and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit." And they ask you what they ought to spend. Say: "That which is beyond your needs." Thus Allâh makes clear to you His Laws in order that you may give thought." Quran 2:219[/B]


[COLOR="Sienna"][B]
"Seemi: Mera Khameer Muhabbat men Goondha gaya he Qayyum, mujhy Muhabbat chahiye, men Muhabbat k bina nehin jee sakti.
Qayyum: Nehin Seemi tumhen Muhabbat nehin Chahiye, tumhen Sirf Aftab ki Muhabbat Chahiye,
Hamara Almia yhi he k yahan sab ko Muhabbat to chahiye lekin apny apny matlooba shakhs ki Muhabbat.
Warna tum us ki Muhabbat men marna chahti ho jo tumhen chor k chala gaya, or agar tumhen muhabbat hi chahiye hoti to meri Muhabbat Aftab ki Muhabbat se kehin zada he ..."[/COLOR][/B]
[COLOR="DarkOrchid"][B]
"Mot se pehlay---- zindagi k saath---zindagi ki nafi---aakhree nijaat se pehlay kuli faraar
nijaat ki aarzoo tak se-- harr maslak se harr but se chutkara hasil karnay ka ek hee tariqa hai k insaan har qisim k but tor de,har maslak se azaad hojaye...kisee millat main shamil na ho,kisee khandan ka fard na ho,kisee mulk ka bashinda na ho ,,aisee halat main wo siwaai mot k kisee ka marhoome minnat na hoga kisee or ka aashiq na hoga
mot jo yaqeeni hai,mot se pahle mot.."[/B][/COLOR]
[U]raja gidh(bano qudsia)[/U]

ye kuch lines jo mei ne paish keen hn ye tou pukaar pukaar k keh ri hn k hm bht qeemti hain..janay ap ko boriat kahan lagi?


[I]chalen ab intezaar hai k ap kesay sabit kertay hain it is not best novel[/I]:waiting[/QUOTE]
raja gidh ke sab sa bre kammi uska itna tavvel hona ha.unho na her mozo ko itna taveel or khusk bna dia ha k mjy apne enginnering ke book yad ate hain.same like nazeer ahmed same wo he istalahe mozo ko jaded tarash khrsah sa pesh kia ha mager wo b nazeer ahmed ke trah lamby lamby talleme islahe bayanat or nashity.yah islahe bayan itne taveel hain k app kae pages ko chor kr b parho to tashunge ka ahsas nhe hota or na he koe novel k pages ka miss ho jane ke kammi mahsos hote ha in lambe lambe baynat ke vja sa bano appa her bat ke gahri ma ja kr iske nafsiate vajh talsh krt hain phr in vjohat ko dalil k sath kari tak pohnchate hain
novel nigar ka kam vjohat ke talsh or unke hussun k kissy logo ko sunnana nhe .novel nigre ka maksud plott ko chust ruk kr zindge ke ho ba ho tasveer kashi krna ha.bano appa k tableghe rujhan na novel ko boht dheele dhala nashito ka palundah bna dia ha proof ma page 101 ma taleem o tadrees ma sa... or amm logo ke dad gire kry .or page no 102 sa darausal sare bat dgree ke hote ha..... kise ko hulka bukhr hota ha kise ko taze tak.
is trah ka baynat jub makaml tor per novel ma pash ho to zahir ha kari in per sarsare nigh dalna b pasund nhe krta uske bad page 305 sa 310 tak yoga ke ikam or iske matalik lambi lambi baeha jo seedhy yoga ke kise tadreese kitab sa Takash kr k lik di gae hain isTrah 344 sa 352 tak deewange ke vja or riske haram per lambi mantaki or ghar mantaki guftago ha .ishtah or bhook per 2 pages aftab or kayyom ke pasu nd na pasund per 3 pages nafrat or mohbat k matulik khyalat per almost 5 pages .
bano appa ke fitrat ha k wo her chees ke saychi per bahs krte hain or is k bad he aggy burhna pasund krte hain chahe wo chhez drakt building hostelhe q na ho is trah her jazbe ko mantake dallello sa sabit krna b apna farz samjhte hainmere khyal sa novel ko tavveel baynat or lamby ubhase sa bachya hota top yah novel apne mozo.treatement or asllob nigre ke vje sa urdu ka sahkar novel hota.novel ko namua makum is vja sa hasilha k nazzer ahmed k bad fun or adab k sare mayar or asoolo ko burtete howe zindge ke basrret dane ke koshish ke ha.
ab pore novel ma kahe b yah nhe liika tha k qayyom rizk e haram khta ha phr us na seeme k sath asa q kia? jub k novel ka theme he halal haram ha or aftab ka b nhe likka k wo harm khta ha bano appa 2 cheezo ko parrlel la k chaly zuro hain per kahe b yah sabit nhr kr paye k yah 2no cheezo directly perpotional hain. or bano appa is pa kia kahe ge k waalio ke ghur chor or choro ke ghur waali pada hote hain?kia mantak ha iske.azul ma MASHITE E ILAHI KO SAMJNA INSAN K BUS KA ROG NHE

Farrah Zafar Sunday, January 09, 2011 03:19 PM

mein ap ki raaye ka ehtaram kerti hun:)
kia khayal hai hm is k past paper k sawaalaat ko discuss kerna shuru kren?
achi tayari ho jaye gi.Kia ap bhi FeB k exam mein appear hon gy?

shani1 Sunday, January 09, 2011 07:39 PM

[QUOTE=Farrah Zafar;253852]mein ap ki raaye ka ehtaram kerti hun:)
kia khayal hai hm is k past paper k sawaalaat ko discuss kerna shuru kren?
achi tayari ho jaye gi.Kia ap bhi FeB k exam mein appear hon gy?[/QUOTE]
ma na appliction form to submit krwaie hain but it depends k ma feb tak tayri kr pata ho yah nhe .definetly 20 feb tak clear ho jaye ga k appear ho raha ho exam ma yah nhe . je app kry discus i m ready

Farrah Zafar Sunday, January 09, 2011 07:54 PM

pehlay ye batayen ap ne naser mein kia parha hai or poetry mein kia?

shani1 Monday, January 10, 2011 03:50 AM

ma na to b very honest shayre ko hamesha avoid kia ha khuch personal reasons ke vja sa wase almost sub ka kalam anko k samne c guzra ha.amjad islam amjas parveen shakir faiz ahmed faiz meer taki meer iqbal gurz tmam shora ka cheeda cheeda kalm parha ha . or udas nasly alif poor ka ali .sadat hussain minto ashfaq ahmed kappas ka phool umeera ahmed .mera opinon ha k umera ahmed ka iman kamil ah sakta ha paers ma . app mjy chory app na jis topic pa discussion krne hain wo btaye

Farrah Zafar Monday, January 10, 2011 10:56 PM

ap ko chorr k discussion kesay ho skti hai?ager ap ne appear hona hai tou hm syllabus se related e kren gy na.or ap papers mein appear kesay ho saktay hain poetry ko avoid ker k?
ap ko kesay lagta hai k umera Ahmad ka Peer e kaamil paper mein aa skta hai?


01:49 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.