#21
|
||||
|
||||
![]() Urdu Paper I 2006 1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai? Naseer Ud din Hashmi 2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai? Fasana e ajaa'ib 3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya? Sir Syed Ahmad Khan 4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai? Raja gidh 5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya? Ahmad Nadeem Qasmi 6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai? Overcoat 8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai? Khud navisht 10. Kis shairah kay haan "khusboo" lafz tawatar k sath istemal hua hai? Perveen Shakir 12. kis shair ko mirza ghalib ki shagirdi ka sharf hasil hua? Haali 13. Kis shair kay nazdeek jannat ki haqeeqat dil ko khush rakhnay ka bahana hai? Ghalib 15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai? Shibli 18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai? muqtadira qaumi zuban 19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki? Muhammad Hasan Askari 20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai? Fateh Muhammad Malik |
#22
|
||||
|
||||
![]() Urdu Paper 1 2007 1. Dakkan me urdu ka nazarya kis ne paish kiya? Naseer Ud din Hashmi 2. Urdu me adverb ko kya kehtay hain? Mutliq fael 3. "Liye" ki durust imla konsi hai? jis k neechay 2 nuqtay hon aur ooper hamza na ho. 4. Urdu me pehli taba zaad dastaan konsi hai? Fasana e ajaa'ib 5. Fort William college kay pehlay principal kon thay? David Brown 6. "Masnavi Zehar Ishq" kis ki tasneef hai? Mirza shauq 7. "Masjid Qartaba" Allama Iqbal kay kis majmooay me shamil hai? Baal e jibriel 8. "Khutbat-e-Iqbal" ka sab se pehla tarjuma kis ne kiya? Nazeer Niazi 9. "Kulyaat-e-Meer" ka pehla edition kis ne shaya kiya? Fort William College 10. "Is nazm me" kis ki ki kitab hai? Meera Ji 11. "Hasan Kooza Gar" kis ki nazm hai? Noon-Meem-Rashid 12. "Takhleeqi Amal" ka musannif kon hai? Wazeer Aagha 13. "Nimrat-ul-Kamal" kis ki tasneef hai? Amir Khusru 14. "Musafir in London" kis ka safar nama hai? Sir Syed 15. "Hujjat-ul-Islam ka kirdar Nazeer Ahmed ne kis novel me paish kiya hai? Ibn ul Waqt 16. "Maa'khaz" kis ka shairi majmooa hai? Iftikhar Jalib 17. "Kulyaat-e-Yagana ka murattib kon hai? Mushaffaq Khawaja 18. "Teesray darjay ka musafir" kis ka tanqeedi majmooa hai? Waris Alvi 19. "Gard-e-Rah kis ki khud nawisht hai? Akhter Hussain Raye Poori 20. "Tanqeed ki azadi" kis ka tanqeedi majmooa hai? Muzaffar Ali Syed
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
The Following User Says Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post: | ||
abdul basit lone (Friday, March 18, 2011) |
#23
|
||||
|
||||
![]()
Abdul haleem Sharar urdu ka_______Walter Scott
Wali Dakni urdu zuban ka_________T.S.Eliot shaayir e inqilaab______Josh Maleeh abadi Firdosi e Islam______Hafeez jalandhri Urdu ka sab se bara jasoosi novel nigaar________Ibn e safi shahenshah e zarafat______Akbar Ala abadi Raees ul mutaghazleen_____Iqbal Toti e Hind________Amir khusru Isteaa'ron ka baadshah______Najm ud din aabru haivan e zareef________Ghalib urdu shayiri ka baava adam______Wali dakni novel nigaari ka Ibarat brailvi______Qudrat Ullah Shahab pehla sahib e deevan shaa'ir______Wali dakni urdu ka chaashar_____Wai Dakni Ghalib shikan__________Yagana changezi
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
The Following 3 Users Say Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post: | ||
Call for Change (Friday, April 15, 2011), mahjabeen raja (Tuesday, March 08, 2011), waqas Nawaz (Wednesday, June 20, 2012) |
#24
|
||||
|
||||
![]() Urdu Paper 1(2011) 1)Masnavi "gulshan e Ishq" kis ki tasneef hai? Nusrati 2)Kis muhaqqiq ne urdu zuban ko marhati ki sagi behn qaraar dia? a)Ain ul Haq Farid koti b)Sohail Bukhari c)Shaukat sabzwaari 3)Sonnet kitnay misron per mushtamil sinf e sukhan hai? 14 4)"Logo Markeziat" kis maghrabi naqqad ki istelaah hai? a)Xak dareeda b)Meeshal Foko c)Franciso leutar 5)Shaiyiri mein "shakhsiat ki nafi" ka tasawwur kis maghribi naqqad ne paish kia? Eliot 6)Ghalib ka san e wafat? 1869 7)"Mukhzin" ka pehla shumara kab shaya hua? April 1901 8)"kaii chand thay ser e aasman" kis ka novel hai? c)Shams ud din Farooqi 9):Tanqeed aur amli tanqeed k musannif ka naam? Ahtasham Hussain 10)Allama Iqbal ki nazm "Zauq o shauq" un k kis majmmoay mein shamil hai? Baal e Jibriel 11)Talkhaba e sheereen kis ka shaeri majmooa? Hafeez Jalandhri 12)Anjuman e Punjab se wabasta maroof angrez shakhsiat? Dr. Lietner 13)Muqadamma sher o shairi ka saal e ishayat? a)1891 b)1892 c)1893 14)Tarraqi pasand tehreeq ki pehli conference kaha munaqqid hui? Lakhnao 15)"ishq o inqilaab kis taraqqi pasand shaair ki kullyat hai? Zaheer Kashmiri 16)"halqa arbab e zauq" ka pehla ajlaas kis ki zer e sadarat hua? Hafeez Hoshiyar Poori 17)"aaraish e mehfil" mein kon sa qissa bayan hua hai? Hatim Taai 18)Dil gudaaz k mudeer ka naam? Abdul haleem sharar 19)Sir Syed ki zindagi mein tehzeeb ul akhlaq ka aakhri shumara kab shaya hua? 1897 20)Sham ki mundair se"kis noyiat ki tasneef hai? khud navisht ye tamam javabat net se confirm ker k likhay hain,phir bhi koi ghalat ho tou darsut ker den.Neez ye k jin k javabat nae milay,unhe mein ne wesay he likh dia hai,jo janta ho javab,bata de.
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
The Following User Says Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post: | ||
silza (Saturday, September 21, 2013) |
#25
|
||||
|
||||
![]()
Sub net sa dak k kia ha to paper b online diye hain kia
![]() 2)Kis muhaqqiq ne urdu zuban ko marhati ki sagi behn qaraar dia? a)Ain ul Haq Farid koti b)Sohail Bukhari c)Shaukat sabzwaari C is correct answer urdu k paper2 ma jo iktabas liya gya tha wo kaha sa tha? i think udas nasly part a????
__________________
Bus ise bat pa pesh-e-fanna khamosh ho Aik jaha tameer ho ga sub fanna hone k Bad |
#26
|
||||
|
||||
![]() Quote:
Iqtibas Ch.Fazl e Haq ki zindagi se tha pehlay wala.doosra shayed Chand ham aser se. apnay paper k baray mein tafseel se yahan batayen; http://www.cssforum.com.pk/css-optio...-kesa-hua.html
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
#27
|
||||
|
||||
![]()
are u sure Ch.Fazl e Haq ki zindagi se tha pehlay wala?.ma na boht pahly udas nasly parha tha i think udas naslo ma sa tha?
__________________
Bus ise bat pa pesh-e-fanna khamosh ho Aik jaha tameer ho ga sub fanna hone k Bad |
#28
|
||||
|
||||
![]()
mein ne udas naslen aadha parha hua hai aur zindagi b aadha.I'm 100% sure k ye zindagi mei se e tha.jab hero shadi ker leta hai us naazneen se tou phr us ka rawayya badal jata hai.wo iqtebaas usi scene mein se lia gaya hai.
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
#29
|
|||
|
|||
![]()
halqa arbab e zooq
halqa arbab e zooq l pahly jalsy ki sadarat naseem hajazi ny ki thy. u may cheack from 'urdu adab ki tehreekain' ny dr/ anqar sadeed errors in urdu papers 2011 sadyiun ki zanzeer ki author razia fasi u din hai. jub k paper main ye option e nahi tha. aur afsoos ny araiash e mahfil main khulasa tul tawareekh ka tarjuma kia tha. na k laila majoon / hatim taii ka ![]() makhzan makhzan april 1901 pahla iqtibas 'zindgi' sy nahin aya. i am dead sure about it. Last edited by marwatone; Wednesday, March 23, 2011 at 03:08 PM. Reason: Posts merged. |
#30
|
||||
|
||||
![]() Quote:
![]() 1939 mein pehla ajlaas hua tha,hafeez hoshiyar poori ki zer e sadarat aur Naseem hajjazi ne apna afsana Talafi paish kia tha,sadarat nae ki thi. Quote:
![]() Quote:
![]()
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
![]() |
Thread Tools | Search this Thread |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Pak-Affairs Notes | Predator | Pakistan Affairs | 68 | Friday, December 23, 2022 07:27 PM |
Solved MCQs of Journalism Past Papers (2000-2013) | Xeric | Journalism & Mass Communication | 27 | Wednesday, February 18, 2015 09:48 PM |
Urdu Newspapers | Qurratulain | Journalism & Mass Communication | 0 | Sunday, April 23, 2006 10:26 PM |