|
![]() |
Share Thread:
![]() ![]() ![]() |
|
LinkBack | Thread Tools | Search this Thread |
#1
|
|||
|
|||
![]()
plz tell me how to do poets and novels? as there is not much help in amjad shakir book about that......plz help
|
#2
|
||||
|
||||
![]() Quote:
For poets,again consult above mentioned books.Prepare questions on poets like "Faiz ki shayiri inqilaab aur romaan ka haseen imtezaaj hai".You just need to go through one general question on poet/novelist and rest you can do yourself in paper. For further help,you may ask. Good Luck.
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
The Following 2 Users Say Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post: | ||
bilal777 (Thursday, July 28, 2011) |
#3
|
|||
|
|||
![]()
hi.........did u give attempt???? wat r ur marks in urdu???????
|
#4
|
||||
|
||||
![]()
I had left Urdu and replaced it with Arabic.
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
#5
|
|||
|
|||
![]()
ok......so wats ur result?????????
|
#6
|
||||
|
||||
![]()
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
#7
|
|||
|
|||
![]()
farah zafar..it seems you have good command on urdu..can you please give me your e-mail id..i am from ajk and preparing for urdu but i have some trouble in poetry..i send u past paper of ajkpsc..can you please tell me whose poetry is included in it and from where can i prepare it well..
|
#8
|
||||
|
||||
![]() Quote:
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen; Quitters never win and Winners never quit..!!! |
#9
|
||||
|
||||
![]()
1-meer anees aur meer dabeer ne mersiya kis sheri haiyat main likha?
a-masdas b-makhmas 2-'''elan e jang dour e hazir k khilaf'''ye iqbal k kis majmoye k alfaz hain? a-zarb kaleem b-bal e jibrail 3-''urdu ki akhri kitab''ye kis ki tasneef hai? a-insha Allah khan insha b-ibn e insha 4-ghazal ki zuban kesi hai? a-hijr o firaq ki zuban b-alaim wa ramooz ki zuban 5--adab ki istallah main tareekh goi kisey kehty hain? a-mulk k halat qalam band karna b-tareekhi waqyat zubani tarteeb dena 6-lafz qafia ki jama kia hai? a-quwafi b-quwaif 7-Qurran pak k phly urdu mutarrajam? a-sha abdul qadir b-rafiuddin 8-'''pakistan se dayar e haram tak'''kis ki tasneef hai? a-naseem hajazi b-karnal mohammad khan 9-ghazal main ziyada se ziyada kitny ashar ho sakty hain ? a-15 b-20 10-kisi taweel nazam ko mukhtalif bandun main likhna kia kehlata hai? a-masdas b-masmat 11-jab shair ahtiyat se soch samajh kr sheer kahy tou uss ko kia kaha jata hai? a- awarad b-amad 12-urdu k anasir e khumsa koun hain ? a-meer,ghalib,zouq,iqbal,akbar ala abadi b-sir syad,hali,shibli,nazeer ahmed,mohammad hassan 13- mirsiya kis sanf main likha jata hai? a-har sanf main b-masdas 14-urdu 2 rasm ul khatun main likhi jati hain koun koun si? 15-ameer khusro ne jo nai dhun ikhtiyar ki thi wo kis kis k sath mil kar ejad ki thi ? a-farsi,hindi b-hindi,turki 16-jadeed nasar k bani ? a-mirza ghalib b-sir sayad ahmed khan 17-urdu main jadeed shairi ka aghaz kis ne kia? a-hali b-azad 18-'''tanqeed kia hai'''kis ka hai? a-ashfaq ahmed a-all ahmed suroor 19-urdu duniya ki koun si zuban hai? a-3rd b- 4th 20-'''nazar aur nazariye''' kis ki tasneef hai? a-siddique salak b-all ahmed suroor 21-''''khayam''''kis tehqeeqi kawash hai? a-syed suleman nadvi b-sadiq ul kheri 22-'''pagal khana'''kis ka novel hai? a-hajab imtiyaz ali b-haider Allah 23-iqbal ka sub se pehla sheri majmua ? a-israr e khudi b-bang e darra 24-inn main se koun sa muhawra durust hai? a-panchun ungliyan ghee main ser karhai main b-panchun ghee main ser karhai main 25-''''khuda ne ajj tak uss qoum ki halat nhi badli na ho jis ko khayal app apni halat badalny ka'' ye sheer kis ka hai ? a-zafar ahmed khan b- hali 26-ye sheer kis ka hai? iss sadgi pe koun na mar jaey aey khuda larty hain aur hath main talwar bhi nhi a-ghalib b-akbar ala abadi 27-kismat ki khubi dekhiye tuti kahan kumand do char hath jb k lab e bam reh gaya a-qaim chand puri b-mani 28-mudiyee lakh bura chahy tou kia huta hai wohi huta hai jo manzur e khuda huta hai
__________________
Dream is not that what you see in sleep,but dream is thing which does'nt sleep you |
#10
|
||||
|
||||
![]()
29-huyee namwar be nashan kesy kesy
zamee kha gai nujawan kesy kesy a- atish b-ameer menai c-meer taqi meer 30-bar bar iss k dar pe jata hun halat ab iztarab ki si hai 31-qhari wa ghfari wa qdusi wa jabrwat ye char anasir hun tou banta hai muslman 32-paiyamber na mayasr hua tou khu hua zuban ghair se kia shrah arzo karty 33-hum ne mana k taghaful na karo ge lekin khak ho jaein ge hum tum ko khabar huny tk 34-dam akhir bhi tum nhi aty bandagi ab k main chala sahib 35-behla na dil na teer gai ye janta tou aag lagata na ghr ko main 36-main ne tou zahir na ki thi dil ki baat pr meri nazrun k dhab se paa gya 37-dil meena bhi kr khd se talab aankh ka noor dil ka no nhi 38-ashk ankhun main kb nhi aata laho ata hai jb nhi aata 39-sabaq aisa parha diya tou ne dil se sub kuch bhula diya tou ne 40-kuch taluq raha na duniya se mashghl aisa bata diya tou ne 41-sub se aula wa alla hamara nabi sub se bala wa wala hamara nabi 42-bujh gaien jis ke agey sabhi mashghalein shama wo le kr aaya hmara nabi 43-do alim se karti hai begana dil ko ajab cheez hai lazat ashnai 44-dil ko jab dil se rah huti hai ahh huti hai rah huti hai 45-bary main duniya main rahoo gham zada ya shad ho aisa kuch kr k chal yan k buhat yad ho 46-hum ko dewangi shrun hi main khush ati hai dsht main qais raho kuh main farhad raho 47-tuhmat chand apny zimmay dhr chaly kis k liye aye thy hum kia ek chaly 48-shama ki mannid hum iss bazam main chashm nam aye thy daman tar chaly 49-main bhi mou main zuban rakhta hun main nhi janta dua kia hai 50-jaan tum pr nisar krta hun main nhi janta dua kia hai 51-main inn se afoo jurm ki darkhuwast kia karun maloom bhi tou ho koi apni khaata mujhy 52-sadaqat ho tou dil keeno se khenchny lagty hain waaz haqeeqat khud ko manwa leti hai maani nhi jati 53-bulandi chaiye insan ki fitrat main pusheeda koi ho bhees lekin shan sultani na nhi jati 54-ab k tajdeed wafa ka nhi imkan jana yad kiyan tujh ko dilaein teera peman jana 55-nhi mosam ki ada dekh k yad aya hai kis qadr jald bld jaty hain insan jana 56-tumhar yad k zakhm jb bhrny lagty hain kisi bahany tumhein yad krny lagty hain 57-asnaf nazam main ''qatta''kitny ashar pr mushtamil huta hai? a-2 b-tadad pr papandi nhi c-4 58-'''tamanna be tab''' k khaliq koun hain ? a-arsh siddiqi b-rasheed amjad
__________________
Dream is not that what you see in sleep,but dream is thing which does'nt sleep you |
![]() |
Thread Tools | Search this Thread |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Questions of English Literature | Last Island | English Literature | 5 | Friday, December 27, 2013 01:25 PM |
History of English literature | Naseer Ahmed Chandio | English Literature | 18 | Saturday, October 20, 2012 04:03 PM |
English Literature | Sureshlasi | English Literature | 2 | Monday, July 30, 2007 04:33 AM |
American Literature | Ahmad Bilal | English Literature | 0 | Friday, April 14, 2006 06:58 PM |