CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Literature (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/)
-   -   Identify Poet's name? (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/84363-identify-poets-name.html)

sidra siyal Tuesday, September 10, 2013 04:28 AM

Identify Poet's name?
 
These are the lines of different poets (identify the names) ?
1) safar hai shart musafir nawaz behtar hai
hazarha sajar saaya daar raah main hai
2) laazim nahi ke khizar ki hum pairawi karain
maana kai eik buzroog humain humsafar milai

Last Island Tuesday, September 10, 2013 05:29 AM

[QUOTE]1) safar hai shart musafir nawaz behtar hai
hazarha sajar saaya daar raah main hai[/QUOTE]
Haider Ali Aatish. The verse goes like this.

Safar hai shart musafir nawaz bohteray
Hazar ha sajar e saya dar raah main hain

[QUOTE]2) laazim nahi ke khizar ki hum pairawi karain
maana kai eik buzurg humain humsafar milai
[/QUOTE]
Ghalib

fasadi bacha Wednesday, September 18, 2013 12:09 PM

wan agr jaein to lay kar jaein kia
munh isay hum ja kay dikhlain kia

dil mein hay baqi wo hi hirsay gunnah
phir kiyay say apnay hum puchtain kia

arz o saman kahan teri wusat ko paa skay
mera hi dil hay woh kay jahan tu sama sakay

dard e dil kay wastay payda kiya insan ko
warna atta-at kay kiyay kuch kum na thay kro bayan

mazhab mein bohat taza pasand is ki tabiyat
kar lay kahin manzil to guzarta hay bohat jald

tehqiq ki bazi ho to shirkat nahi karta
ho khayl muredi ka to harta hay bohat jald

in sub ashaar kay poet bta dain please?

Last Island Wednesday, September 18, 2013 02:42 PM

[QUOTE=fasadi bacha;649640]arz o saman kahan teri wusat ko paa skay
mera hi dil hay woh kay jahan tu sama sakay[/QUOTE]
Khwaja Meer Dard

[QUOTE]dard e dil kay wastay payda kiya insan ko
warna atta-at kay kiyay kuch kum na thay kro bayan[/QUOTE]
Allama Iqbal

[QUOTE]mazhab mein bohat taza pasand is ki tabiyat
kar lay kahin manzil to guzarta hay bohat jald

tehqiq ki bazi ho to shirkat nahi karta
ho khayl muredi ka to harta hay bohat jald[/QUOTE]
Allama Iqbal

Muhammad Ali Chaudhry Thursday, September 19, 2013 02:55 AM

And this one ?

Mere hum Sukhan ka yeh hukam tha k kalaam uss se mai kam karon
Mere hont aise silay k phir meri chup ne usko rula diya .

usay sher sunanay ka shuaq tha,mujhe arz-e-haal ka zauq tha
isi zauq-o-shauq main ek din, usay haal dil ka suna diya.

Last Island Thursday, September 19, 2013 03:16 AM

[QUOTE=Muhammad Ali Chaudhry;649945]And this one ?

Mere hum Sukhan ka yeh hukam tha k kalaam uss se mai kam karon
Mere hont aise silay k phir meri chup ne usko rula diya .

usay sher sunanay ka shuaq tha,mujhe arz-e-haal ka zauq tha
isi zauq-o-shauq main ek din, usay haal dil ka suna diya.[/QUOTE]
Khalil Ullah Farooqi

silza Thursday, September 19, 2013 04:45 PM

[QUOTE=Last Island;646951]Haider Ali Aatish. The verse goes like this.

Safar hai shart musafir nawaz bohteray
Hazar ha sajar e saya dar raah main hain


Ghalib[/QUOTE]
Safar hai shart musafir nawaz bohteray
Hazar ha sajar e saya dar raah main hain
it is hasrat mohani's shaer

silza Thursday, September 19, 2013 04:59 PM

[QUOTE=Last Island;649695]Khwaja Meer Dard


Allama Iqbal


Allama Iqbal[/QUOTE]

dard-e-dil kay waste is not allama iqbal's it is either moulana zafar ali khan or moulana hali

sidra siyal Monday, March 16, 2015 12:38 AM

Sab sai aula e aala humara nabi
Sab sai baala e waala humara nabi
Bujh gai jis kai aanai sai sab mashalain
Shama woh lai ker aaya nabi
PLEASE IDENTIFY POET??

Last Island Monday, March 16, 2015 01:37 AM

[QUOTE=sidra siyal;811689]Sab sai aula e aala humara nabi
Sab sai baala e waala humara nabi
Bujh gai jis kai aanai sai sab mashalain
Shama woh lai ker aaya nabi
PLEASE IDENTIFY POET??[/QUOTE]
Ahmed Raza Khan


10:20 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.