CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Literature (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/)
-   -   Imtihaan e Ehl e Ilm (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/89623-imtihaan-e-ehl-e-ilm.html)

BabarRehmanShah Thursday, January 30, 2014 10:56 PM

Imtihaan e Ehl e Ilm
 
Kisi shai ki dil ko na thi khabar, ke isi tarah ka mizaj tha
Jo adam se bhaij diya idhar, meri ghaflatooN ka ilaj tha
Tujhey akhtiyar hai ham nasheeN, ise sach samajh ke ghalat bata
Kabhi maiN bhi rakhta tha saltanat, kabhi maiN bhi Saheb e Taj tha
Meri qab'r pa agar aao tum, meri ghaf'latooN pa na jao tum
Ke watan meiN rah ke hooN bay'watan, mere mul'k ka ye rawaj tha.


Identify the poet... :)

kaneezfatimasahar Monday, February 03, 2014 11:24 PM

[QUOTE=BabarRehmanShah;691110]Kisi shai ki dil ko na thi khabar, ke isi tarah ka mizaj tha
Jo adam se bhaij diya idhar, meri ghaflatooN ka ilaj tha
Tujhey akhtiyar hai ham nasheeN, ise sach samajh ke ghalat bata
Kabhi maiN bhi rakhta tha saltanat, kabhi maiN bhi Saheb e Taj tha
Meri qab'r pa agar aao tum, meri ghaf'latooN pa na jao tum
Ke watan meiN rah ke hooN bay'watan, mere mul'k ka ye rawaj tha.


Identify the poet... :)[/QUOTE]
poet ka name maloom nhi...:con

MisbahMalik Monday, February 03, 2014 11:28 PM

[QUOTE=BabarRehmanShah;691110]Kisi shai ki dil ko na thi khabar, ke isi tarah ka mizaj tha
Jo adam se bhaij diya idhar, meri ghaflatooN ka ilaj tha
Tujhey akhtiyar hai ham nasheeN, ise sach samajh ke ghalat bata
Kabhi maiN bhi rakhta tha saltanat, kabhi maiN bhi Saheb e Taj tha
Meri qab'r pa agar aao tum, meri ghaf'latooN pa na jao tum
Ke watan meiN rah ke hooN bay'watan, mere mul'k ka ye rawaj tha.


Identify the poet... :)[/QUOTE]

Nice one. Who is the poet :thinking

BabarRehmanShah Saturday, September 27, 2014 12:42 PM

@MisbahMalik
@kaneezfatimasahar

Shaad Azeemabadi


10:31 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.