CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   CSS 2011 Papers (http://www.cssforum.com.pk/css-past-papers/css-papers-1971-2017/css-2011-papers/)
-   -   Urdu Paper 2011 (http://www.cssforum.com.pk/css-past-papers/css-papers-1971-2017/css-2011-papers/46470-urdu-paper-2011-a.html)

Farrah Zafar Wednesday, March 16, 2011 09:16 PM

Urdu Paper 2011
 
[SIZE="3"]mein ne bht koshish ki mger mujh se paper upload nae hua,don't know kia masla hai.pr as people were asking again and again for paper,that's why,I'm posting.Later I will try to upload again.I have already posted mcqs in Urdu thread.

[CENTER][SIZE="4"][U]Urdu, Paper 1[/U][/SIZE][/CENTER]

[B]2)Manderja zail unwanaat mein se kisi 2 per mukhtasir mager jamay javab tehreer kijiye.[/B]
a)Dr.Jamil jalibi ki tehqeeqi khidmat
b)anjuman i Punjab k qayam k aghraaz o maqasid
c)Ghalib ka tasawur e gham
d)Urdu aur Punjabi mein lisaani Ishtirak

[B]3)kisi aik pe jamay mazmoon tehreer kijiye[/B]
a)Urdu shayiri aur bunyaadi Insani aqdaar
b)Fort William college ki adbi khidmat
c)Pakistani adab k numayan rujhanaat
d)Taraqqi pasand afsana

[B]4)In mein se kisi 4 pe mukhtasir note likhye[/B]
a)Meer ka tasawwur e Ishq
b)Nasikh aur Islah e zuban ki tehreek
c)Iqbal k tasawur e khudi k bunyadi ma'akhaz
d)dehlviat kia hai?
e)Wazir Agha ki inshaya nigari
f)"Aag ka darya" mein shaoor ki rau
g)alamti aur tajreedi afsanay mein ferq

5)Iqtebaas ki talkhees[/SIZE]

umaryousaf Sunday, March 04, 2012 03:19 AM

plz tell about total marks of each question....

MisbahMalik Sunday, March 04, 2012 02:32 PM

[QUOTE=umaryousaf;409751]plz tell about total marks of each question....[/QUOTE]

20 for each!

Hamidullah Gul Sunday, March 04, 2012 05:56 PM

Kia koi Muhtarm rukn Aasan alfaz me aur thori si tafsil ke sath "[B]Dehlviat[/B]" pr roshni dal sakta hai? Nawazish hogi......

siddiqui88 Monday, March 05, 2012 09:14 AM

[QUOTE=Hamidullah Gul;409916]Kia koi Muhtarm rukn Aasan alfaz me aur thori si tafsil ke sath "[B]Dehlviat[/B]" pr roshni dal sakta hai? Nawazish hogi......[/QUOTE]
Urdu Shairi ki 2 bray dabistan(schools) apni mukhtalif aur mutazaad khasosiaat ki bina per shohrat rkhtay hain: Dabistan e Dehli aur Dabistan e Lakhnau.
[B][U]Dabistan e Dehli[/U] [/B]ki shairi ki numaaya khasosiaat Saadgi, Sana't e maanvi, Amrad Parusti, Daakhliyat, Rimziyat aur Tasawuf hain. Is Dabistaan k numaayan shoraa Mir Taqi Mir ,Mir Dard, Sodaa, Zauq aur Momin thay. Baad k shoraa me se jo shair in rujhanaat ki akaasi krta hai tou us ka ye rujhaan [B][COLOR=Black]Dehlviat[/COLOR][/B] kehlaata hai. Is k muqaabil "Lakhnaviat" b hai yaani [B][U]Dabistaan e Lakhnau[/U][/B] ki khasosiaat, jis me Kharjiyat, Riayat e Lafzi, Qafiya Pemai, Maamla Bandi aur Nisaaiyat hain. Shoraa me Mashafi, Jura't, Naasikh aur Aatish shamil hain.

siddiqui88 Monday, March 05, 2012 09:21 AM

[QUOTE=umaryousaf;409751]plz tell about total marks of each question....[/QUOTE]

[SIZE=3]
[B]2)Manderja zail unwanaat mein se kisi 2 per mukhtasir mager jamay javab tehreer kijiye. [COLOR=Blue](10 marks for each)[/COLOR][/B]
a)Dr.Jamil jalibi ki tehqeeqi khidmat
b)anjuman i Punjab k qayam k aghraaz o maqasid
c)Ghalib ka tasawur e gham
d)Urdu aur Punjabi mein lisaani Ishtirak

[B]3)kisi aik pe jamay mazmoon tehreer kijiye[COLOR=Blue](20 marks)[/COLOR][/B]
a)Urdu shayiri aur bunyaadi Insani aqdaar
b)Fort William college ki adbi khidmat
c)Pakistani adab k numayan rujhanaat
d)Taraqqi pasand afsana

[B]4)In mein se kisi 4 pe mukhtasir note likhye [COLOR=Blue](5 marks for each)[/COLOR][/B]
a)Meer ka tasawwur e Ishq
b)Nasikh aur Islah e zuban ki tehreek
c)Iqbal k tasawur e khudi k bunyadi ma'akhaz
d)dehlviat kia hai?
e)Wazir Agha ki inshaya nigari
f)"Aag ka darya" mein shaoor ki rau
g)alamti aur tajreedi afsanay mein ferq

5)Iqtebaas ki talkhees[/SIZE] [SIZE=3][B][COLOR=Blue](20 marks)[/COLOR][/B][/SIZE]

Anam Razjaff Tuesday, October 22, 2013 12:13 PM

query regarding 'Urdu'
 
hullo everybody,
kindly help me in regard to Paper Urdu.
as 4 questions are to be opted in total....is the compulsoary question no. 1 included in the 'FOUR'.
WHICH WUD BE CONCLUDED AS, question no.1 compulsory and remaining three are supposed to be opted from question 2-5..
is it so??

fiza mehar Friday, November 15, 2013 03:06 AM

[QUOTE=Anam Razjaff;661109]hullo everybody,
kindly help me in regard to Paper Urdu.
as 4 questions are to be opted in total....is the compulsoary question no. 1 included in the 'FOUR'.
WHICH WUD BE CONCLUDED AS, question no.1 compulsory and remaining three are supposed to be opted from question 2-5..
is it so??[/QUOTE]
Question no.1 is compulsory 'MCQS' of 20 marks.
You have to attempt [B]2 parts[/B] from Question no.2 , [B]1part [/B]from Question 3,
[B]4 parts[/B] from question 4 and last question (Q5)Iqtebaas ki talkhees.


07:59 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.