apki batain sun kar lagta hai k apko petrol pump par kafi wait karna parha hai.. :P
han.. yeh cheezain stock karnay wali kahan barhi dangerous hai yaar.... market main qeemat parh jati hai aur cheezain short ho jati hain.... khair...
aap sunayay... ham yahan gas nikal nikal kar thak gayay hain.. aur ik demand hai k barhay chalay jati hai... pora honay ka naam tak nahin laiti....