Yaad Gumnaam Hojaye(part1)
kash matti may teri yad mit jayay
teri yad bas ik gumnam yad ho jayay
teray zehri qaartil say dur hona chahta hun
teri mehfil say bohat dur hona chahta hun
mujh ko chor day meray haal par
tera waar seh nai sakta may har pal
may chaha tujhay toot kar
teri ankhon ki reet ko choo kar
har palk ko teri choom kar
jism o jaa may tujhat ghol kar
soohnay darechay dil kay khol kar
tujh ko apnaya
tujhay manaya
tujay hansaya
par tu sans ko bhi lena adikar samajhta hay
...............................
..............................
by Vivre sa vie sans regret