mere pyare moderator, me to kisi shehzade ka nahi kisi shehzadi ka intizar kar raha hun.. koi hai to pata bata do me intizar krne k bjae khud os ki gali pohnch javnga.. aur sone se barh k bhala aur konsa kaam ho sakta hai.. vo kisi sha'ir ne kiya khoob kaha hai
"hamare Group ki divaarun pe Oriental
Udaasi baal khole soo rahi hai.."
Chalen me wada karta hun k roz kuch na kuch kehta rahnga.. btaiye kiya kaha jaye.. kiun na koi garma garam behes shuru ki jaye.. ho sakta hai hamare shoor se ye sab ,bashamool ham, jaag jayen