yeh jo kale angrez is mulak par chae howe hain yeh khabi b urdu ko sarkari aur daftri zuban nahi banne dengen, wese b urdu zuban shairy aur adab ki zuban hai , daftri failon ki bajae hamen urdu dewano , kulyaton , nawlo aur sufar namon mein zyada achi lagti hai,