CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Islam (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/islam/)
-   -   I want explanation of Hazrat Ali (RA)1 quote plz share ur thoughts (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/islam/46959-i-want-explanation-hazrat-ali-ra-1-quote-plz-share-ur-thoughts.html)

Noor_2009 Sunday, March 27, 2011 10:13 PM

I want explanation of Hazrat Ali (RA)1 quote plz share ur thoughts
 
I want explanation of Hazrat Ali (RA) quote plz share ur thoughts

[COLOR="Blue"][B]"Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay "[/B][/COLOR] ?

plz

Fortune Sunday, March 27, 2011 10:25 PM

Tootay hue iradon ko ALLAH jorta hai kisi na kisi tarah. Aur ye kam sirf Allah kersektay hain kuynk wo dilon ka hal behter jantay hain.

Last Island Sunday, March 27, 2011 10:40 PM

[QUOTE=Noor_2009;283027]I want explanation of Hazrat Ali (RA) quote plz share ur thoughts

[COLOR=Blue][B]"Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay "[/B][/COLOR] ?

plz[/QUOTE]

Jab iradon ke bar-aks koi kam hua tab pehchana keh koi aur taqat hai jo iradon ko torti hai.

Pakistan Zindabaad Sunday, March 27, 2011 11:20 PM

@ Noor_2009
[QUOTE]I want explanation of Hazrat Ali (RA) quote plz share ur thoughts

"Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay " ?

plz[/QUOTE]

Hazrat Ali has himself explained this statement in the supplication named as "Dua-e-Kumail"

for your convenience , link of full supplication with Urdu translation is as follows,

[url=http://www.youtube.com/watch?v=3bWGJC1f5Pw&playnext=1&list=PLA628E58C6C8F29E4]YouTube - *Full - HD* Dua Kumail by Haaj Samavati - Arabic sub Urdu -[/url]

[YOUTUBE]3bWGJC1f5Pw&playnext=1&list=PLA628E58C6C8F29E4[/YOUTUBE]

mjkhan Monday, March 28, 2011 04:22 AM

[QUOTE=Noor_2009;283027]I want explanation of Hazrat Ali (RA) quote plz share ur thoughts

[COLOR="Blue"][B]"Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay "[/B][/COLOR] ?

plz[/QUOTE]

i was thinking about this saying of hazrat ALI tonight.what a coincidence

3 pehlo nikaley they is saying k ma na ab tak

1.ye saying ishara karti hai kisi khaliq(superior zaat) k mojood honay ki..insaan jab kuch irada karta hai to us ki takmeel k liye apni tawanian surf kar deta hai..lakin agar wo kam na ho to is ka matlub hai k koi aisi superior zaat zaroor hai hum sa jis ka irada humarey iraday par ghalib a geya..hum muslims k nazdeeq wo superior zaat ALLAH G hain

2.ye saying insaan ki haqeeqat aur us ki asli auqat ki taraf bhi ishara karti hai..ye insaan jo is zameen par dandanata phirta hai,us ki itni auqat nahee k apni marzi sa apney kisi adna sa adna iradey ko bhi paya a takmeel tak pohncha dey..so the lesson to learn is to adopt ajzi(be humble preferrably as dust) in our lives.

3.na sirf ye k koi zaat maujood hai balkay WO hum par qadir bhi hai(kiu k US ka irada hamrey iradey par qadir hai)...so the lesson to learn is to submit before the will of GOD.


par phir kya insaan irada karna chohr dey?

nahee balkey apney iradon ki takmeel k liye ALLAH ki raza ko apni raza bana lo(US k ata kiye huwey par razi ho jao aur jo cheehn la ya na dey us par bhi US k shukar guzar rahoo)..kiu k bakhsh dey ga WO hum ko wo jo hamari marzi(irada) hai agar hum na dhaal liya apnni marzi ko us ma wo jo k US ki marzi hai..at the end of the day ALLAH G ko manana sub sa asaan hai..but do we have what it takes to do so?


is saying sa hazrat ALI ki shakhsiat,un ki shakhsiat ki gehrai un ka apney RUB ki taraf lagao aur un ki qadar o manzalat ki bhi akasi hoti hai

Bab Baloch Saturday, September 07, 2019 03:45 AM

A person like Hazrat Ali when wishes something and couldn't acquire it despite of being a brave General and Khalifa of the Muslims shows that there is a Supreme Being (Allah) only Whos wishes matters.


09:47 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.