CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Islam (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/islam/)
-   -   short Islamic Information (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/islam/53720-short-islamic-information.html)

siraj narejo Tuesday, September 06, 2011 07:04 PM

short Islamic Information
 
cave Hira is in "jabal noor", 3 miles from Makkah

Kalima Tayaba: 48 letters, 7 words, no dot

Zabur kitab ko manine wali Qom nahi rahi (out of 4 famous religious books)

faateh Iran: hazrat saad bin abi waqas RA

faateh Shaam: hazrat abu ubaida bin jarah RA

faateh marakish: uqba bin naafih RA (Muslim alexander)

fateh Qustantaniya: janati Sultan Muhammad

fateh Africa: moosa bin Nasir RA

Rami: stoning to Shetan

Talbeeh: during Haj praying in loud voice

Kaabat Ullah: height=35 feet, length=18 feet, width=14 feet

Holy prophet (PBUH) had 6 (2 sons and 4 daughters) from hazrat Khadija RA

Qadiyanis declared Non Muslims in Pakistan on 7 sept 1974

Holy Prophet (PBUH) born(571 AD) and died(632 AD) on day of Monday

hell has 19 doors , but 7 tabaq /levels

in 1328 AD halaku khan captured Bhagdad

Soap made by hazrat saleh AS

Israil was son of hazrat ishaq AS

Hazrat Ibrahim's grave is in Syria

islamic year contains 354 days + 8 hours

hazrat ibrahim AS ki umat= milat zaeef

airaf (urdu/arabic term) is area between hell and heaven

suleh hudaibya caused/imposed ban on fighting for 10 years

Horse Duldul was sent to prophet Muhammad (SAWW) by egypt ruler Cyrus

Ridda wars against false prophets, by hazrat Abu Bakr RA

first Ummayad to accept islam is Hazrat Usman RA

hazrat usman did not attend Gazwa Badr

during the visit to Taif, the christian man who gave shelter to prophet Muhammad(SAWW) was Utba

maal ganimat me app Muhammad SAWW ka hisa "Safi" Kihlaata he

three wives of prophet Muhammad SAWW were Prisoners of War

8 parahs begin with Bismillah

30th paara contain most Rukuhs

Quran mein hazrat mosa AS k 9 miracles bataye gaeye hein

three prophets taken live to sky

qurbani mein 7 hisadaar ban saktey hein , lakin ghost 3 hison mein baanta gata he

hazrat adam AS hindustan mein utrey, aap ki death srilanka mein hui. aap janat se 9 cheezin saath laaieye. utarine k baad 180 saal tak rotey rahey

sab se pehley qalam ka istamal hazrat idrees AS ne kiya. jihad b aap ne sab se pehle kia

hazrat Nooh AS: aap ne Dog ko chokidari k liye sab se pehley use kia, donkey enterd Ark last of all animals!. ark mein 80 admi sawar hway. Ark turkey mein Joda Pahar per ruki. deluge k baad aap 8 saal zinda rahey. aap k 4 betay thay(ek naa farmaan)

qom aad hazrat Hod AS ki qom thi, wo 7 idols ko pujtey thay. un per aandhi ka azab aya, jo 8 din tak chalti rahi.

qom samood hazrat saleh AS ki qom thi, unhon ne hazrat saleh AS ki unthni ko maar dala. un per cheekh (scream) ka azab aya, jis se wo sab mar gayey, sawaey 120 imandaar logon k.

circumcision first time by hazrat Ibrahim AS. aap ne do hijratein bhi ki.

qurbani k waqt hazrat Ismail As ki umar 13 saal thi

hazrat loot AS ki qom londay baazi karti thi, un per asman se pathron ka azab naazil hwa.

hazrat yaqoob AS ko marne k 40 din baad dafan kiya gaya! aap ne egypt mein wafat ki

hazrat Yusif AS ne 90 saal Egypt per hukumat ki.

sab se pehley tax hazrat Shoaib As ne lena shuru kia. aap ki qom naap tol mein kami kerti thi, jis waja se asman se aag ka azab naazil hwa.

hazrat moosa As: aap ka naam firoon ki biwi hazrat Asia As ne rakha. aap ki qom ne 40 di CALF ki puja ki. Man o Salwa haftey k din nahi utarta tha. aap ki ek behin bhi thi. torat mein 100 suratein thi aur hr surah mein 1000 ayatein thi.

jab machili ne hazrat yunis AS ko zameen per utara tu wahan Kadu ki bel ugh ayi. aap ko sahib ul Hot kehtey hein

hazrat Zakiriya As aur hazrat Isa As ko bachpan mein nabwat mil gayi.

qayamat se pehle hazrat Isa As damascus ki jamia masjid mein utrein ge

sab se zyada umar ka nabi = hazrat Nooh AS

bani israil ke akhri nabi hazrat Isa As they

Ibn Kaseer (Quran interpretation) Hafiz Ismail ne likhi he

4 lakh people can offer prayer in Masjid nabvi

night of eid ul fitr is called lalat ul jaiza

old name of Islam Deen Hanif

First tree on earth Khajoor

First day of Islamic year is called "Gara"

haq mehr of hazrat ali RA was 480 dirham (zara hatmi)

Taheet means saying of salam

um ul kher= rabia basri Rahmatullah aliyeh

Gazwa Tabuk is also called Gazwa Asrat , kyoun k us waqt famine /drought thi

abu jahal app muhammad SAWW ka chacha tha!

Hashim was Quassi's grandson. key of kaba remained with him

Fujjar war lasted for 10 years from 580 AD to 590 AD

Kaba is in valley of Faran

torat mein Makkah ka naam faran hey


06:52 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.