CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Islam (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/islam/)
-   -   Roshni ki Kiran,MUHAMMAD(saw) (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/islam/8630-roshni-ki-kiran-muhammad-saw.html)

nazia niazi Monday, March 26, 2007 04:54 PM

Roshni ki Kiran,MUHAMMAD(saw)
 
[B]Shafk per peehalti roshi k sath jab sooraj ki pehli KIRAN chehray per perti hai to lagta hai Zindagi dobara saans lanay lagi Allah ne jasay chand lamhay pehlay hi "KU'N FA YA KOON"kah ker is dunya ko takhleeq kya.moorgh-e-subah bolta hai,sab kudha ki Hamdosana beyan kartay hein or lagta hai sari kaynnat sajday mein hai

Ikk or "Roshni ki Kiran " jo 14so saal pelay iss jahan mein aai "Prophet Mohaamad (saw) " ki soorat mein dunya ko seeha badloon say nikal ker Sachi ki Rosnhi ki teraf layee

Qayaamat tak logoon k seenon mein mahfooz "eaman ki kiran" ik kitab (Quran pak)

"sachi ki Kiran" islam ik mazhab jo saraat-e-mustakeem per chalnay or nijat ko wahid zareeya hai

Or hum jasay AAm insanon mein rooshi ki kiran jab oojager hoti hai jab hum Allah ko janay lagtay hein Ussay or Mohammad(saw)ko iss dunnya mein sab say zayada pyarr kernay lagtay hein

Jab hamein Mohabaat ho jati hai to ek Ehsass ki kiran dil mein utar jati hai or iss jahan mein koi bohat khass or pyaara ho jata hai

Jab hum iss dunya mein banaye janay walay Wahid ristay mein badhtay hein etibaar ki kiran hamari zindagi mein aati hai or beikteyar hum apna sab kuch uss ko soonp ker,ik ajnabi ko bohat baiktiyar ker detay hein

Or jab Allah ka nayeeb ye Insaan Baap ya Maa ka derja pata hai "khushi ki kiran"zindagi mein door jati hai or ek Masoom wajood Umeed ki kiran ban k hamari dunya mein aata hai or maksad-e-takleeq jasay mukamal ho gaya


*Mujahy Kiran ka matlab yehi hi lagta hai[/B]

happy ending Thursday, August 06, 2009 07:20 PM

Oh this is so beautiful .:blush:

He (salal la hu alehi wsallim ) is not Ray of light , infact HE ((salal la hu alehi wsallim ) is the Light ...

anyways , words are small .they cannot encompass His (salal la hu alehi wsallim ) praise .


God bless .


01:40 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.