CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Off Topic Lounge (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/off-topic-lounge/)
-   -   "happy mothers day" (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/off-topic-lounge/109270-happy-mothers-day.html)

sidrahhh Sunday, May 08, 2016 02:22 PM

"happy mothers day"
 
***"(HAPPY MOTHER'S DAY)"***

[B]"MAA"[/B]
“Maa bhi kia khoob hasti banai hai merey rab nay,
“Didar jiska sabhi dukh pareshaniya kar deta hai khatam khud bakhud.
“Khaliq ko apni khalq say ulfat thi isi liye,
“Janat utar dali hai Maa kay roop main.
“Sar pay jo hath pherey to himat aa jaye,
“Ek bar muskura kar jo dakhey to janat mil jaye.
“Rukhsat ghar say karti hai woh lakh duain day kar,
“Maa kay DiL main wos’at rab nay apne jasei rakhi hai.

[B]“Meri Maa ki Dua”[/B]
“Utar nay he nahi dati mujh par koi aafat,
“Meri Maa ki Duaon nay aasma ko rok rakha hai.
“Jab bhi kashti meri selab main aa jati hai,
“Maa dua karti hui khuwab main aa jati hai.
“Merey sar par meri Maa ki reza-e-shafqat hai warna,
“Zamanay ki kari dhoop say main ab tak jal chuki hoti.
“Maa ki dua zindagi bana day gi, khud roye gi magar tumhey hasa day gi,
“Kabhi bhool kar bhi Maa ko naa rulana, ek choti si galti pura arsh hila day gi.

[B]“Maa Kay Qadam”[/B]
“Chum lon terey paon palkon say Maa,
“Ashkon say aankhon ko bawazu kar lon.
“Daasta merey laad-piyaar ki bas, ek hasti kay gird khomti hai,
“Piyar janat say is liya hai mujhay, yeh meri Maa kay qadam chumti hai.

[B]“Woh Meri Maa Ka Chehra Hai”[/B]
“Jisay main husan kahti hon, who meri Maa ka chehra hai,
“Jisay main ishq kahti hon, who meri Maa ki aankhay hain,
“Jiska har lafz mujhy lagta hai qra jesa,
“Jisay manin roz sunti thi, who meri Maa ki batein thi.

[B]“Maa Tere Naam”[/B]
“Maa meri kamyabiya, izat ye naam tum say hai,
“Allah nay jo bhi diya hai, yeh muqam tum say hai,
“Tumharey dam say hai merey laho main khultay gulaab,
“Merey wajood ka sara nizam tum say hai,
“Jaha jaha hai meri dushmani, sabab main hon,
“Jaha jaha hai mera ehtaram, sabab tum ho Maa.

“Meri zindagi, meri khushi, meri chahat hai meri Maa,
“Meri muhabat, mera ishq, meri diwangi hai meri Maa.
“Merey dukhon main hoti hain jiski aankhain ashkbad,
“Meri zindagi ka hasil hai meri Maa.
Meri khushion ki, merey sukh dukh ki sathi,
“Woh piyari si hasti hai meri Maa.
“Meri kamyabion, meri manzilo ki talib,
“Har pal duein mangti jo merey wastey hai meri Maa.

“Hum jugnon thy, titli thy, hum rung-burngy punchi thy,
“Kuch mah wasal ki dolat main Maa hum dono bhi sathi thy.
“Main choti si ek bachi thi teri ungali tham kay chalti thi,
“Toh door nazar say hoti thi, main anso anso roti thi,
“Maa tunay kitnay barson tak is bhool ko sicha haathon say,
“Jivan kay gahray bheeton man, main samji teri baton ko,
“Ab mitti kay is pardey main, Tu meri ankhon sey ojhal hai,
“Ek dukh kay gahray badal mey, kab say mera DiL bojhal hai,
“Main hath kay taqiye par ab bhi raton ko soti hon,
“Maa main ek choti si bachi hon, main ab tak tori hon.

[B]“Maa Tere Bicharnay Key Bad”[/B]
“Maa hua hai tujh say bicharney kay bad ye maloom,
“Kay tu nahi thi, tery saath ek duniya thi.
“Har mushkil aasa hoti hai,
“Jab tak Maa zinda hoti hai.

“Ay Maa mujhay neend nahi ati”
“Mujhay apni aagosh shafqat day do,
“Mere mathay pay lab-e-muhabat rakh do.
“Mujhay mithi lori suna kar, mere sarey gum mita kar,
“Apnay sinay ki thandak main chupa lo aa Maa.
“Mudat hui main soi nahi, kai ratein kat gai main roi nahi.

[B]“Waqat-e-Rukhsat”[/B]
“Maa tere baad bata, kon labon say apnay,
“Waqat-e-rukhsat merey mathay pay Dua likhay ga.

[B]"Piyari Maa"[/B]
“Piyari Maa Mujh ko teri Dua chahye,
“Terey anchal ki thandi hawa chahye.

:sad:
:)

Innocent Heart Sunday, May 08, 2016 07:29 PM

[QUOTE=sidrahhh;935249]***"(HAPPY MOTHER'S DAY)"***

:)[/QUOTE]
Happy mothers day :)

Sent from my Nokia_X using Tapatalk

ursula Sunday, May 08, 2016 07:58 PM

No words for my amma Jany.
Whatever I am today is only because of my mother.
Oh yeahhhh!
Mjhe disciplined bnnane main mery ammy ka jtna contribution he itna shayed hy kssy ka ho.No talks and complete bycots even on minor issues, dictating me like a minor child and slashing me when I used to eat with my left hand and when I cry make me hug.:laugh:
[B][SIZE="5"][COLOR="Green"][FONT="Franklin Gothic Medium"]Shukrya mere pyary ammy Jan[/FONT][/COLOR][/SIZE].[/B]

Interesting bat, main apny ammy ko ye bhy nhy key sakty k amma Jany ap mjhe bht bht bht bht bht acchy lagty Han.Because she believes that iam doing some maska for my vested interest.
Eeeeeeeeeee:roll:roll:D
And she replies, je farmayen kya chahye, khy nani Amman k ghar to nhy jana, for a moment I thoughg "[B] am I toooooo selfish[/B]".
And I respond: Nhy wese hy, bass wese hey ap is dress me achy lag rhy thy.(true hypocricy):huh:

Ab kon btae k aj mothers day tha aur main apna hissa dal rhy thy qurbani main.

Innocent Heart Sunday, May 08, 2016 08:08 PM

[QUOTE=ursula;935287]No words for my amma Jany.
Whatever I am today is only because of my mother.
Oh yeahhhh!
Mjhe disciplined bnnane main mery ammy ka jtna contribution he itna shayed hy kssy ka ho.No talks and complete bycots even on minor issues, dictating me like a minor child and slashing me when I used to eat with my left hand and when I cry make me hug.:laugh:
[B][SIZE="5"][COLOR="Green"][FONT="Franklin Gothic Medium"]Shukrya mere pyary ammy Jan[/FONT][/COLOR][/SIZE].[/B]

Interesting bat, main apny ammy ko ye bhy nhy key sakty k amma Jany ap mjhe bht bht bht bht bht acchy lagty Han.Because she believes that iam doing some maska for my vested interest.
Eeeeeeeeeee:roll:roll:D
And she replies, je farmayen kya chahye, khy nani Amman k ghar to nhy jana, for a moment I thoughg "[B] am I toooooo selfish[/B]".
And I respond: Nhy wese hy, bass wese hey ap is dress me achy lag rhy thy.(true hypocricy):huh:

Ab kon btae k aj mothers day tha aur main apna hissa dal rhy thy qurbani main.duppppeeee daggg[/QUOTE]
If I say happy mothers day to my ami then ami said pory saal yad nahi ata tumhein?? Her waqt parhai parhai tab maa ka khayal mahi ata :D :p :p :)

Sent from my Nokia_X using Tapatalk

ursula Sunday, May 08, 2016 08:18 PM

[QUOTE=Innocent Heart;935289]If I say happy mothers day to my ami then ami said pory saal yad nahi ata tumhein?? Her waqt parhai parhai tab maa ka khayal mahi ata :D :p :p :)

Sent from my Nokia_X using Tapatalk[/QUOTE]

Backbiting, give me your ammas contact no, Abby thorry der main patta chal Jae ga.:dd
Just kidding.

I don't know sary maien aik Jessy kuyn hoty hain????
They have very complex psyche.
Khana nhy kahaya tab bhy tension, kha lo to tab bhy question.
Btw: my ammy dislikes my habit of late night reading the most.:shy
And I love to read books at night.

Innocent Heart Sunday, May 08, 2016 08:24 PM

[QUOTE=ursula;935291]Backbiting, give me your ammas contact no, Abby thorry der main patta chal Jae ga.:dd
Just kidding.

I don't know sary maien aik Jessy kuyn hoty hain????
They have very complex psyche.
Khana nhy kahaya tab bhy tension, kha lo to tab bhy question.
Btw: my ammy dislikes my habit of late night reading the most.:shy
And I love to read books at night.[/QUOTE]
Heheheh ap karo shikayat phr meri ami ka sun,na parega unka b yehe hai sab ami same hoti hein kam karty raho to kehti hein tum parh lo me kerloge apna dekho parhai karo agr na karo kam to ami said khayal he nahi koi her waqt apni kitabo me lage rehti hai borhy maa baap ka khayal nahi then I said kia karo yar ami ka b samajh nahi ata :D :D :D :D

Sent from my Nokia_X using Tapatalk

04:01 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.