CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Off Topic Lounge (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/off-topic-lounge/)
-   -   tell me u like it (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/off-topic-lounge/5758-tell-me-u-like.html)

Khadija Rathor Sunday, November 12, 2006 12:04 PM

@ i m possible
haiy ree muhabbat, tere anjam pe rona aya.

Khadija Rathor Sunday, November 12, 2006 12:31 PM

@ i m possible
to love some and to have em, is that the only definition of luv in ur view?????

I M Possible Sunday, November 12, 2006 02:33 PM

[QUOTE=Khadija Rathor]@ i m possible
to love some and to have em, is that the only definition of luv in ur view?????[/QUOTE]

I believe mohabbat wohi poori hoti hai jo ki adhoori reh jaati hai, us adhooray-pan main hi uski khoobsurti pinhaan hain.

for example, heer ranjha, sasi panoon, sohni manhiwal, etc

Regards

Khadija Rathor Sunday, November 12, 2006 06:08 PM

yaa i do agree

KhayaL Sunday, November 12, 2006 06:13 PM

Asihq Banney Key Liye Nakaam Hona Zaroori hai.... Kyon key Aghar Kamyabi Mill Jaye Tu Insan Asihq Nahi Sohaar Bun Jata hai.. ;)

Mehaak Sunday, November 12, 2006 06:34 PM

salam

Ishq sab hi ko jina sikha daeta hai
Wafa k naaam per marna sikha daeta hai
Ishq nahi kia tu kar k dekhoo
Zalim her dard sahna sikha daeta hai!

Regards

KhayaL Sunday, November 12, 2006 07:35 PM

ishq main laajavaab hain ham log
maahataab aafataab hain ham log

tuu hamaaraa javaab hai tanahaa
aur teraa javaab hain ham log

Khoob ham jaanatey hain qadr apanii
kitaney naakaamayaab hain ham log

har haqiiqat sey jo guzar jaaye
wo sadaaqat-m'aab hain ham log

jab milii ankhain hosh kho baiThey
kitaney haazir-javaab hain ham log

KhayaL Sunday, November 12, 2006 07:42 PM

[B]ishq laa_mahadood jab tak rahanumaa hotaa nahin
zindagii sey zindagii kaa haq adaa hotaa nahin

es sey barh kar dost koi dosra hota nahin
sab judaa ho jaaye lekin Gham judaa hotaa nahin

bekaraan hotaa nahin be-intehaa hotaa nahin
qatara jab tak barh key qul_zam aashnaa hotaa nahin

zindagii ik haadasaa hai aur aisaa haadasaa
maut sey bhii Khatm jis kaa silasilaa hotaa nahin

dard sey maamoor hotii jaa rahii hai qaayanaat
ik dil-e-insaan magar dard aashnaa hotaa nahin

is maqaam-e-qurb tak ab ishq pahunchaa hai jahaan
diidaa-o-dil kaa bhii aksar vaastaa hotaa nahin

ALLAH ALLAH yea kamaal-e-irtabaat-e-husn-o-ishq
faasaley hoon laakh dil se dil judaa hotaa nahin

waqt aataa hai ik aisaa bhii sar-e-bazm-e-jamaal [/B]

Mehaak Sunday, November 12, 2006 07:48 PM

salam

Ishq ko yeh kamal hasil hai
waqat bay waqat acha laghta hai.

Regards.

Khadija Rathor Sunday, November 12, 2006 11:10 PM

wah ashiqooo
 
@ Mehaak & Khayal
wah janab kya kamal ke bait bazi hai. keep it upppp;)


08:31 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.