Thursday, April 25, 2024
05:40 AM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature

Poetry & Literature Post QUOTATIONS and POETRY here that can be used while preparing notes.

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #11  
Old Saturday, March 18, 2006
Argus's Avatar
Administrator
 
Join Date: Mar 2000
Location: Islamabad
Posts: 702
Thanks: 351
Thanked 2,445 Times in 282 Posts
Argus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to behold
Default

Capability

Capability is determined by your actions
and not your potential

Kachchey ghade ne
Jeet li nadi chadi hui
Mazboot kashtiyon ko kinara nahi
mila

Hazrat Shah Niaz
Reply With Quote
  #12  
Old Thursday, April 20, 2006
Argus's Avatar
Administrator
 
Join Date: Mar 2000
Location: Islamabad
Posts: 702
Thanks: 351
Thanked 2,445 Times in 282 Posts
Argus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to behold
Default

ishk-e-Asnam say har dil ko Parayshan Paaya... (asnam = plural of sanam)
Shakal Bigrii to unhain sakht Parayshaan Paaya...

Zikr key Faiz say Dil Rashk-e-Gulistan Paaya...
our Ghaflat say Gulistan ko BiyaBaan Paaya...

Rah-e-Takwaa key Ghamoun say na to Ghabra Salik...
Nafs ko Gham ho magar Rooh ko Shadaan Paaya...

Nafs-e-dushman key ghamon say jo to Ghabraye hay !!
Lazzat-e-ishk-e-KHUDA say tujhay Nadaan Paya...


Courtesy: A friend
Reply With Quote
  #13  
Old Friday, November 10, 2006
Junior Member
 
Join Date: Oct 2006
Location: lhr
Posts: 12
Thanks: 0
Thanked 1 Time in 1 Post
just me is on a distinguished road
Default

BE-HIJABI KI SANAF MEIN
AKS-E-BEHIJAAB HOON,
GHAFIL APNI HAQEEQATON SE
MEIN FAQAT EK SARAAB HOON,
SAYA-E-KHALWAT MEIN BETHA
LATIF BE-HISAAB HOON,
EK NUQTEY MEIN SAMAYA HUA
MEIN RAAZ LAA JAWAB HOON.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to just me For This Useful Post:
Urma Waqar (Friday, April 12, 2013)
  #14  
Old Thursday, January 11, 2007
PlayinG's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Jul 2006
Location: Behind The Screen, in Someonez Dream
Posts: 198
Thanks: 0
Thanked 10 Times in 7 Posts
PlayinG is on a distinguished road
Default

Yahan bi Tu, Wahan pai Tu
zameen Terai, Falaq Tera
Kahin Hum nai,pata paya, Na hargeez ajj tak Tera

Patta Sukha,dhal dhal par,patjhar andhee sab haray
Aik samai jo, chaon ta Deta, Ajj KU Tarsa ee

Ye kon janay kal kiya kya, aor ajj Malik WU kya karay ga
Kisay Beghary, Kisay swarain, Kisay Lutavai, Kisay Bharay ga
Kisi ke ghar kon sa jiyai ga,kisi ke ghar kon kon sa uthay ga
kisi koi khabar nai ke Kya kiya, aor Wu kya karay ga

Aik hai Sagar, Aik hai nadyaa, aik hai Ansoo ka Katra
Laiken is katray k andar Nadyaa,sagar Sub Behta...

TU...............
__________________
Jagay hain, soyain nahin
Aise hai meri ye bechaine
din bi wahin, ratain wahin
Sanson main Sansain hai nahin


______________Exile From Heaven_______________
Reply With Quote
  #15  
Old Thursday, January 25, 2007
PlayinG's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Jul 2006
Location: Behind The Screen, in Someonez Dream
Posts: 198
Thanks: 0
Thanked 10 Times in 7 Posts
PlayinG is on a distinguished road
Default

Saqi Ki Har Nigah Pay Bal Kha K P Gaya
Lehroon Say Khailta Hoa Lehra K P Gaya
Ey Rehmat-E-Tamaam Meri Har Khata Muaf
Mein Intiha-E-Shouq (Mein) Say Ghabra K P Gaya

Peta Baghair Izm Yeah Kab Thi Meri Majaal
Dar Pardah Chashm-E-Yaar Ki Shay Pa K P Gaya

Paas Rehta Hai Duur Rehta Hai
Koi Dil Mein Zaroor Rehta Hai
Jab Say Dekha Hai Un Ki Aankhon Ko
Halka Halka Suroor Rehta Hai

Aisay Rehtay Hein Koi Mere Dil Mein
Jaisay Zulmat Mein Noor Rehta Hai
Ub Adam Ka Yeah Haal Hai Har Waqt
Mast Rehta Hai Chuur Rehta Hai

Yeah Joh Halka Halka Saroor Hai
Yeah Teri Nazar Ka Qasoor Hai
K Sharab Peena Sikha Diya
Tairay Pyar Nai, Teri Chaah Nai
Teri Behki Behki Nigaah Nai
Mujhay Ik Sharabi Bana Diya…

Sharab Kaisi , Khumaar Kaisa
Yeah Sub Tumhari Nawazishein Hein
Pilai Hai Kiss Nazar Say Tu Nai
K Mujhko Apni Khabar Nahi Hai
Teri Behki Behki Nigah Nai
Mujhe Ik Sharabi Bana Dia....

Sara Jahan Must, Jahan Ka Nizam Must
Din Must, Raat Must, Saher Must, Shaam Must
Dil Must, Sheesha Must, Sabu Must, Jaam Must
Hai Teri Chashm-E-Must Say Her Khaas-O-Aam Must

Yoon To Saqi Her Tarah Ki Tere MaiKhane Mein Hai
Woh Bhi Thori Si Jo In Aankhon K Paimane Mein Hai
Sub Samajhta Hoon Teri Ishwa-Kari Ay Saqi
Kaam Karti Hai Nazar Naam Hai Paimane Ka.. Bus!
Teri Behki Behki Nigah Nai
Mujhe Ik Sharabi Bana Diya...

Tera Pyar Hai Meri Zindagi
Tera Pyar Hai Meri Bandagi
Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi, Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi
Na Namaz Aati Hai Mujhko, Na Wazoo Aata Hai
Sajda Kar Leta Hoon, Jab Saamnay Tu Aata Hai
Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai....

Mai Azal Say Banda-E-Ishq Hoon, Mujhe Zohd-O-Kufr Ka Gham Nahin
Mere Sir Ko Dar Tera Mil Gaya, Mujhe Ab Talash-E-Haram Nahi
Meri Bandagi Hai Wo Bandagi, Jo Muqeed-E-Dair-O-Haram Nahi
Mera Ik Nazar Tumhein Dekhna, Ba Khuda Namaz Se Kam Nahi
Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai...
Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai...

Tera Naam Loon Zubaan Say, Tere Aagay Sir Jhuka Doon
Mera Ishq Keh Raha Hai, Mein Tujhe Khuda Bana Doon
Tera Naam Mere Lub Per, Mera Tazkara Hai Dar Dar
Mujhay Bhool Ja'ay Dunya, Mein Agar Tujhe Bhula Doon
Mere Dil Mein Bus Rahe Hein, Tere Bepanah Jalwe
Na Ho Jiss Mein Noor Tera, Woh Charagh Hi Bujha Doon

Jo Pucha K Kis Tarah Hoti Hai Baarish, Jabeen Se Paseene Ki Boondein Gira Di
Jo Pucha K Kis Tarah Girti Hai Bijli, Nigahein Milaein Mila Kar Jhuka Dein
Jo Pucha Shab-O-Roz Milte Hain Kaise, To Chehre Pe Apne Wo Zulfein Hata Deein
Jo Pucha K Naghmon Mein Jaadu Hai Kaisa, To Meethe Takallum Mein Baatein Suna Deein
Jo Apni Tamanaon Ka Haal Poocha , To Jalti Howi Chand Shamein Bhujha Deein
Main Kehta Reh Gaya Khata-E-Mohabbat Ki Achi Saza Di

Mere Dil Ki Dunya Bana Kar Mita Di, Acha!
Mere Baad Kisko Satao Gay,
Mujhe Kis Tarah Se Mitao Gay
Kahan Ja Ke Teer Chalao Gay

Meri Dosti Ki Balaein Lo
Mujhe Haath Utha Kar Duaein Do, Tumhein Ek Qatil Bana Diya
Mujhe Daikho Khuwahish-E-Jan-E-Jaan
Main Wohi Hoon Anwar-E-Nim Jaan

Tumhain Itna Hosh Tha Jub Kahan
Na Chalao Is Tarah Tum Zaban
Karo Mera Shukriya Meherban
Tumhein Baat Karna Sikha Diya...

Yeh Jo Halka Halka Saroor Hai, Yeh Teri Nazar Ka Kasoor Hai
Kay Sharab Peena Sikha Diya
__________________
Jagay hain, soyain nahin
Aise hai meri ye bechaine
din bi wahin, ratain wahin
Sanson main Sansain hai nahin


______________Exile From Heaven_______________
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to PlayinG For This Useful Post:
Urma Waqar (Friday, April 12, 2013)
  #16  
Old Thursday, January 25, 2007
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: heaven
Posts: 153
Thanks: 1
Thanked 19 Times in 11 Posts
Nosheen is on a distinguished road
Default

Shah ast Hussain,Badshah ast Hussain
Deen ast Hussain Din panah ast Hussain
sir dad na dad dust dar dast-e-yazeed
haqa k bina-e-la ilah ast Hussain
__________________
Woods are lovely dark and deep
But i have promises to keep
And miles to go before i sleep
And miles to go before i sleep
S.Nosheen
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Nosheen For This Useful Post:
mechrose37 (Monday, July 09, 2012)
  #17  
Old Saturday, January 27, 2007
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: heaven
Posts: 153
Thanks: 1
Thanked 19 Times in 11 Posts
Nosheen is on a distinguished road
Default

Haq ki sadakaton ki kahani Hussain hai
duniya mein inqalab ka bani Hussain hai

sehra mein us k sabr ki tehreer mein parhon
darya ki mooj piyas hai pani Hussain hai

chintey lahoo ke lafz ki soorat hai khak per
hai karbala kitab kahani Hussain hai

soorat hai Fatima ki to seerat Ali ki hai
duniya mein Mustafa ki nishani Hussain hai

dushman ko jis ney apney lahoo sey shikast di
wo mard-e-haq wo Haidar-e-sani Hussain hai
__________________
Woods are lovely dark and deep
But i have promises to keep
And miles to go before i sleep
And miles to go before i sleep
S.Nosheen
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Nosheen For This Useful Post:
mechrose37 (Monday, July 09, 2012)
  #18  
Old Sunday, January 28, 2007
PlayinG's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Jul 2006
Location: Behind The Screen, in Someonez Dream
Posts: 198
Thanks: 0
Thanked 10 Times in 7 Posts
PlayinG is on a distinguished road
Default

Sana Bashar K Liyeah Hai Bashar Sana K Liyeah
Tamaam Hamd Saza Waar Hai Khuda K Liyeah
Ataa K Samnay Yaarab Khata Ka Zikr Hee Kya
K Tu Ataa K Liyeah Bashar Khata K Liyeah

Qounain Ka Masjood Hai Maa’bood Hai Tu
Her Shay Teri Shahid Hai K Mash'hood Hai Tu
Her Aik K Lab Per Hai Teri Hamd O Sana
Her Sooz Mein Her Saaz Mein Moujood Hai Tu

Mansab Ki Karo Chah, Na Sirwat Maango
Tum Ehl-E-Mohabbat Ho Mohabbat Maango
Her Haal Mein Thaamay Hoay Daamaan-E-Raza
Allah Say Allah Ki Rehmat Maango

Mein Kia Hoon Mein Kiss Shay Ki Talafi Chahoon
Kia Baat Mein Fitrat K Manafi Chaahon
Kuch Paas Nahi Ashq-E-Nizamat K Siwa
Kiss Mo Say Gunahoon Ki Maafi Chaahon


Ker Dil Ko Ataa Sooz-E-Tawami Yaarab
Her Saans Ho Rehmat Ki Payami Yaarab
Orang-E-Shahee Ki Nahi Haajat Mujh Ko
Kaafi Hai Mohammad Ki Ghulami.. Ya-Rub!

Aadat Hai Meri Hadh Say Guzarna Yaarab
Aata He Nahi Mujh Ko The-Herna Yaarab
Herfa-E-Gada Maan-E-Karam Per Tere
Sharminda Sar-E-Hashr Mein Kar Na Ya-Rub!
__________________
Jagay hain, soyain nahin
Aise hai meri ye bechaine
din bi wahin, ratain wahin
Sanson main Sansain hai nahin


______________Exile From Heaven_______________
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to PlayinG For This Useful Post:
Ana (Tuesday, November 04, 2014)
  #19  
Old Monday, August 20, 2007
Spellcaster's Avatar
Junior Member
 
Join Date: Mar 2007
Location: RWP
Posts: 19
Thanks: 28
Thanked 9 Times in 5 Posts
Spellcaster is on a distinguished road
Default poem Required

Yar ko ham ne ja bajja daykha,
cau someone post the complete poem or its original in persian.
__________________
Dream Believe and Care,
Life is so beautiful.
Reply With Quote
  #20  
Old Monday, September 10, 2007
Mystichina's Avatar
Member
 
Join Date: Apr 2007
Location: Pakistan
Posts: 38
Thanks: 66
Thanked 34 Times in 15 Posts
Mystichina is on a distinguished road
Default Understanding Everything

Ai murgh-e-sahar ishq ze parwaaneh biyaamoz
Kaan sookht raa jaan shud wa aawaaz nayaamad.
Aain maddayaan dar talbash be-khabar-aanand
Kaan raa keh khabar shud khabari baaz nayaamad.


O bird of the morning, learn love from the moth,
Because it burnt, lost its life, and found no voice.
These pretenders are ignorantly in search of Him,
Because he who obtained knowledge has not returned.
__________________
I will permit no man to narrow and degrade my soul by making me hate him.
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
More Than 2000 Words to enhance Vocabulary Qurratulain English (Precis & Composition) 22 Saturday, June 13, 2020 01:55 PM
Bhakti Movement In Medieval India The Star History of Pakistan & India 8 Saturday, August 27, 2016 10:39 AM
A Word Identification Strategy Sureshlasi English (Precis & Composition) 7 Monday, December 03, 2007 06:13 PM
:::::: How To Speak And Learn Egnlish :::: free thinker Tips and Experience Sharing 4 Monday, August 06, 2007 03:20 AM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.