Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay
[B][CENTER][SIZE="3"][FONT="Century Gothic"]Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay
k ashq rokna tum se mohaal hona hay har aik laab pe hay meri wafa k afsanay tere sitaam ko abhi lazawal hona hay baja hay ka khaar hain lakin bahar ki rot main yeh teh hay k huamin bhi nehaal hona hay tumhain khabar hi nahin tum to loot jao gay tumharay hijar main ik lamha bhi sal hona hay humari rooh pe jaab bhi azaab otrain hay tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hay kabhi to roye ga woh bhi kisi ki bhahoon main kabhi to us ki hansi ko zawal hona hay milay gi hum ko bhi apne naseeb ki khushiyaan baas intizaar hay kaab yeh kamal hona hay har shaks chalay ga humari rahoon per mohabatoon main humahin woh misaal hona hay Zamana jis k kham-o-peech main olajh jaye humari zaat ko aisa sawal hona hay Wasi" yaqeen hay mujh ko woh loot aye ga usay bhi apne kiye ka milal hona hay [/FONT][/SIZE][/CENTER][/B] |
@Anarkali
Ankhoun main khushi laboun pe hanci Ghum ka kahien namm na hoo App ko jahan ki sari khushiyan milain Inn khushioun ki kabi sham na ho |
gaya zamana bahut suhana
jo yaad aaon to laot ana wo aankhon aankhon mein baat karna wo baaton batoon mein raat katna kabhi hansana kabhi rulana jo yaad aaon to laot ana hamein tumhari he justaju hai tumhari chahat ki aarzoo hai ye baat kabhi to samjho hamari chup mein bhi guftagu hai tum samjh sako to hamein batana jo yaad aaon to laot aana |
09:31 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.