Her baat yahan tootey pathar ki tarhan hai
[B][CENTER][SIZE="3"][FONT="Comic Sans MS"]
Her baat yahan tootey pathar ki tarhan hai Yeh sahar to ujrey hoye mandir ki tarha hai Mein tashna dedaar ka jhonka houn hawa ka Wo jheel mein utrey hoye manzar ki tarha hai Kam zarf zamaney ki haqarat ka gila kiya Mein khush houn mera piyar samandar ki tarha hai Is charag ki taqdees kabhi raat ko dekho Yeh qabar per pheli hoi chahdar ki tarha hai Mein sang tu aap ki sorat houn jahan mein Aur waqt bhi soye hoye sager ki tarha hai Rotey hein bhigoley merey daman sey lipat ker Shehra bhi tabiyet mein merey ghar ki tarha hai [/FONT][/SIZE][/CENTER][/B] |
04:00 AM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.