#1
|
||||
|
||||
![]() Kya kahun tum se main ke kya hai ishq, Jaan ka rog hai, bala hai ishq. Ishq hi ishq hai jahaan dekho, Saare aalam mein bhar raha hai ishq. Ishq maashuq ishq aashiq hai, Yaani apna hi mubtala hai ishq. Ishq hai tarz-o-taur ishq ke taeen, Kahin banda kahin Khuda hai ishq. Kaun maqsad ko ishq bin pohuncha, Aarzoo ishq wa mudda hai ishq. Koi khwaahan nahin mahabbat ka, Tu kahe jins-e-narawa hai ishq. Mir ji zarad hote jaate hain, Kya kahin tum ne bhi kiya hai ishq? |
![]() |
Thread Tools | Search this Thread |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
sab kuchh karanaa ishq na karanaa ishq se jaan bachaanaa jii | ravaila | Urdu Poetry | 0 | Sunday, September 06, 2009 11:06 AM |
Asaan Ishq namaaz jadon neeti ay, | arsa | Punjabi Poetry | 1 | Saturday, January 24, 2009 02:54 AM |
ai ishq hamein barbaad na kar | Wounded Healer | Urdu Poetry | 0 | Saturday, February 17, 2007 01:12 AM |
Iqbal's 'Ilm Aur Ishq' | Qurratulain | Urdu Poetry | 0 | Monday, February 27, 2006 10:12 PM |