CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Tribute to Iqbal (The Great) (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/1386-tribute-iqbal-great.html)

sibgakhan Thursday, November 10, 2005 06:11 AM

Tribute to Iqbal (The Great)
 
9th November, Is Iqbal's Day. Lets Pay Tribute to the great Iqbal and Post Iqbal's work here.



Qalandar ki Pehchaan


Kehta hay zamaanay se ye darwesh jawaaN mard
Jaata hay jidhar banda-e-haq, tu bhi udhar jaa
MaiN kashti-o-Malaah ka muhtaaj na hooNga
ChaRhta hua darya hay agar tu, tou utar jaa
touRa naheN Jaado meri takbeer ne tera?
Hay tujh maiN mukar jaanay ki Khwahish tou mukar jaa
Mehr-o Mah-o Anjum ka muhasib hay Qalandar
Ayyaam ka Murkib naheeN Rakib hay Qalander.


----------------------------------------
(\__/)
(ô_ô)

sibgakhan Thursday, November 10, 2005 06:14 AM

[B][U]Maumin[/U][/B]

[B]Ho halqa-e-yaraaN tou baresham ki tarha narm
Razme haqo baatil ho tou faulaad hay Maumin.
Aflaak se hay uss ki hareefaana kashakash
Khaaki hay magar khaak se azaad hay Maumin.
Jachtay naheeN kanjashk-o-Hamam uss ki nazar miaN
Jibreel-o-Sarafeel ka sayaad hay Maumin.
Kehtay haiN farishtay ke dil awaiz hay Maumin
HoorooN ko Shikayat hay, kam amaiz hay Maumin.[/B]


----------------------------------------

Muhammad T S Awan Thursday, November 10, 2005 08:46 AM

thnx for some verses from the Iqbal's poetry

would u b kind enough to give its english translation as well

Argus Thursday, November 10, 2005 02:51 PM

Bright are Thy tresses, brighten them even more
 
Bright are Thy tresses, brighten them even more, (from Baal-i-Jibreel)


The secret divine my ecstasy has taught
I may convey if I have Gabriel's breath.
What can these stars tell me of my fate?
They are lost themselves in the boundless firmament.

The total absorption of thought and vision is life,
Scattered thought is selfhood's total death.

Pleasures of selfhood are a blessing of God,
Who makes me lose my awareness of myself.

With a pure heart, a noble aim, a poignant soul.
I care not for Solomon's wealth or Plato's thought.

The Prophet's 'Mairaj' has taught me that heaven
Lies within the bounds of human reach.

This universe, perhaps, is yet incomplete,
For I hear repeated sounds of "Be, And It Was."

Thy mind is ruled by the magic of the West,
Thy cure lies in the Fire of Rumi's faith.

It is he who has given my eyes a blissful vision,
It is he who has blessed my soul with light.

sibgakhan Thursday, November 10, 2005 04:45 PM

Khudi ka sirr-e-nihaaN La ilaha Il Allah
Khudi hai tegh-e-fasaaN, La ilaha Il Allah

The secret of the Self is hid,
In words "No God but He alone".
The Self is just a dull-edged sword,
"No God but He", the grind stone.

Yaur apney "Braheem" ki talaash meiN hai
Sanam-kadah hai jahaaN, La ilaha Il Allah

An Abraham by the age is sought
To break the idols of this Hall:
The avowal of God's Oneness can
Make all these idols headlong fall.

Kiya hai tuney mata'a-e-gharoor ka sauda
Fareb-e-sood-o-ziyaaN! La ilaha Il Allah

A bargain you have struck for goods
Of life, a step, that smacks conceit,
All save the Call "No God but He"
Is merely fraught with fraud and deceit

Yeeh maal-o-daulat-e-dunya, yeh rishta-o-paiwaNd
Butaan-e-wehm-o-gumaaN! La ilaha Il Allah

The wordly wealth and riches too,
Ties of blood and friends a dream
The idols wrought by doubts untrue,
All save God's Oneness empty seem.

Khird hui hai zamaan-o-makaan ki zunaari
Na hai zamaaN, na makaaN! La ilaha Il Allah

The mind has worn the holy thread
Of time and space like pagans all
Though time and space both illusive
"No God but He" is true withal.

Yeh naghma fasl-e-gul-o-laaleh ka nahiN paabaNd
Bahaar ho key khizaaN, La ilaha Il Allah

These melodious songs are not confined
To time when rose and tulip bloom
Whatever the season of year be
"No God but He" must ring till doom.

Agarchey but haiN jama'at ki aasteenoN meiN
Mujhey hai huq'm-e-azaaN, La ilaha Il Allah

Many idols are still concealed
In their sleeves by the Faithful Fold,
I am ordained by Mighty God
To raise the call and be much bold


----------------------------------------

Khushal Thursday, November 10, 2005 05:53 PM

[B]"Iqbal Khud Iqbal say Aagaah Naheen Hay,
Bas Itna Tamaskhar Naheen,Wallah Naheen Hay"[/B]

Argus Thursday, November 10, 2005 10:16 PM

Allama iqbal's Favt
 
2 Attachment(s)
Kabhii ai haqiiqat-e-muntazir nazar aa libaas-e-majaaz mein
Ke hazaaron sajde ta.Dap rahe hai.n terii jabiin-e-niyaaz mein

tarab aashanaa-e-Kharosh ho tuu navaa hai maharam-e-gosh ho
vo suruur kyaa ke chhaayaa huaa ho sukuut-e-pardaa-o-saaz mein

tuu bachaa bachaa ke na rakh ise teraa aa_iinaa hai vo aa_iinaa
ke shikastaa ho to aziiz tar hai nigaah-e-aa_iinaa-saaz mein

dam-e-tauf kar mak-e-shammaa na ye kahaa ke vo asr-e-kohan
na terii hikaayat-e-soz mein na merii hadiis-e-gudaaz mein

na kahii.n jahaa.N me.n aman milii jo aman milii to kahaa.N milii
mere jurm-e-KhaanaaKharaab ko tere azo-e-ba.ndaa-navaaz mein

na vo ishq me.n rahii.n garmiyaa.N na vo husn me.n rahii.n shoKhiyaa.N
na vo Gazanavii me.n ta.Dap rahii na vo Kham hai zulf-e-ayaaz mein

jo mai.n sar-ba-sajdaa kabhii huaa to zamii.n se aane lagii sadaa
teraa dil to hai sanam-aashanaaa tujhe kyaa milegaa namaaz mein

36thCommons Thursday, November 10, 2005 10:58 PM

My contributions follow:

1) "Zabaan say keh bhi diya La Illaha to kya haasil
Dil o nazaar jo Musaalmaan nahi to kuch bhi nahi" !!!

2) "Bulaandi chahiye insaan ki fitraat may paushida
Koi ho bhais laikin shan e sultani nahi jati" !!!

3) "Parwaaz hai dono ka issi aik fizaa may
Kargaz ka jahan aur hai shaheen ka jahhan aur
Alfaaz o maani may taghawat nahi laikin
Mullah ki azaan aur hai Mujahid ki azaan aur" !!!

4) "Hazaaron saal nargis apni baynoori pay roti hai
Bari mushkil say hota hai chaman may deedawar paida" !!!

5) "Chashm mai wa parween hai issi khaak say raushan (ZARB-I-KALIM)
Ye khaak k hai jis ka khazaf zeera der naab
Iss khaak say uthay gain ghawaaz maafi
Jin k liye her behr per aashub hai payab
Jis saaz k naghmon say harat thee dilon may
Mehfil ka wohi saaz hai baygaana mazraab
But khaanay k derwaazay pay sota hai Berhaman
Takdeer ko rota hai Musalmaan teh mehrab
Mashriq say ho bezaar naa Maghrib say hazr ker
Fitrat ka ishaara hai k her shab ko sehr ker" !!!

TRANSLATION:

"This is the land,sole centre of the hopes of the East,
This is the land,watered by Iqbal's tears!
This is the land,light of the ages of the moon and the stars,
Whose shells are precious than the finest pearls!
From this land have emerged those profound thinkers,
For whom every storm tossed ocean is shallow!
The musical strings that warmed assemblies hearts,
Are now,alas,silent and unthrummed!
The Brahman is asleep on the threshold of the temple,
The Muslim laments his fate under the arch of the Mosque!
Turn away neither from the East nor the West,
Because nature beckons you to turn every night into a day" !!!

SAHAR Thursday, November 10, 2005 11:15 PM

salaam

ADNAN i would like to contribute just one shair from ur post.....

tuu bachaa bachaa ke na rakh ise teraa aa_iinaa hai vo aa_iinaa
ke shikastaa ho to aziiz tar hai nigaah-e-aa_iinaa-saaz mein

36thCommons Thursday, November 10, 2005 11:47 PM

"Mangay ki raushni say na pao gay rasta
Iss tairgi may lay ker khud apnay kanwal chalo"


10:30 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.