Friday, April 26, 2024
02:15 AM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #11  
Old Monday, January 08, 2007
Wounded Healer's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Dec 2006
Location: a few moments farther from creation
Posts: 576
Thanks: 49
Thanked 161 Times in 115 Posts
Wounded Healer has a spectacular aura aboutWounded Healer has a spectacular aura about
Default

maarka ab ke hua bhi toh phir aisa ho ga
tere darya pe meri pyaas ka pehra ho ga

us ki aanhein tere chehre pe bahut bolti hain
us ne palkoon se tera jism tarasha ho ga

kitne jugno isi khwahish mein mere saath chale
koi rasta tere ghar ko bhi jata ho ga

mein bhi apney ko bhulai hue phirta hoon bahut
aaina us ne bhi kuch rauz na dekha ho ga

raat jalthal meri aankhoon mein utar aaya tha
surat-e-abar koi toott ke barsa ho ga

ya maseehai usai bhool gayi MOHSIN
ya phir aisa hai mera zakhm hi gehra ho ga
__________________
*********************************
The only verdict is vengeance; a vendetta,
held as a votive, not in vain, for the value
and veracity of such shall one day vindicate
the vigilant and the virtuous.
*********************************
Reply With Quote
  #12  
Old Tuesday, January 09, 2007
Kingling's Avatar
Member
 
Join Date: Jan 2007
Location: In her eyes
Posts: 35
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Kingling is on a distinguished road
Default

Main k Mohsin hoo Shaheed e Namoos
Dafan karna mujhy dastaar sameet


********

Aab tu Mohsin k tesawar mein utar Rab e Jaleel
Is udaasi mein tu pathar b khuda lagta hay

Last edited by Predator; Thursday, March 03, 2011 at 05:42 PM.
Reply With Quote
  #13  
Old Tuesday, January 09, 2007
At Ur Own Risk's Avatar
Member
 
Join Date: Dec 2006
Location: Global Village in the day: Moon in the night
Posts: 97
Thanks: 6
Thanked 19 Times in 13 Posts
At Ur Own Risk is on a distinguished road
Default Mohsin Naqvi

Magroor hi sahi mujhe acchha bohat laga
wo ajnabi to tha magar apna bohat laga

rootha hua tha hans to para mujh ko dekh ker
mujh ko to is qadar bhi dilasa bohat laga

sahra mein jee raha tha jo drya dili k sath
dekha jo ghor se to wo pyasa bohat laga

wo jis ke dam qadm se theen basti ki ronqein
basti ujar gaey to akaila bohat laga

lipta hua kohar mein jaise khizaan ka chand
mailey libaas mein bhi wo pyara bohat laga

resham pehn kar bhi meri qeemat na bhar saki
khaddar bhi us ke jism par mehnga bohat laga

Mohsin jab aaine pe meri saans jam gaey
mujh ko to apna aks bhi dhundla bohat laga
__________________
Long, long afterward, in an oak
I found the arrow, still unbroke;
And the song, from beginning to end,
I found again in the heart of a friend

Last edited by Last Island; Monday, April 20, 2009 at 10:04 PM.
Reply With Quote
  #14  
Old Wednesday, January 10, 2007
Mazher's Avatar
Banned
 
Join Date: Apr 2006
Location: Karachi
Posts: 390
Thanks: 2
Thanked 98 Times in 82 Posts
Mazher is on a distinguished road
Default

Ham ana-parast tahi-dast bohat hein Mohsin
yeh alag baat hein aadat ameeron jaisi
Reply With Quote
  #15  
Old Wednesday, January 10, 2007
Kingling's Avatar
Member
 
Join Date: Jan 2007
Location: In her eyes
Posts: 35
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Kingling is on a distinguished road
Default

Yeh Kah kar aaj fir us say ta-aluq toor aaya hoon
Meri Jan Mujh ko urti titlian achi nahin lagtin
__________________
All animals, except man, know that principle business of life is to enjoy it.
Reply With Quote
  #16  
Old Wednesday, January 10, 2007
Kingling's Avatar
Member
 
Join Date: Jan 2007
Location: In her eyes
Posts: 35
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Kingling is on a distinguished road
Default

Kuch is qadar b tu aasaan nahin ISHAQ tera
yeh Zehar dil mein utar kar hee raas aata hay

Main tujh ko pa k b khoya hoea sa rehta hoon
Kabhi kbahi tO mujhy tu nay theek samjha hay

Mujhy khabar hay ko kiya hay judaiOn ka azaab
kah main nay shaakh say Gul ko bichartay deekha hay

Mian muskara b parha hoon tu q khafa hain yeh loog
k phool tooti hooei kabar pay b khilta hay

Usay ganwa k main zinda hoon is tarhan Mohsain
K ajisay taiz hawa main charagh jalta hay
__________________
All animals, except man, know that principle business of life is to enjoy it.
Reply With Quote
  #17  
Old Wednesday, January 10, 2007
Kingling's Avatar
Member
 
Join Date: Jan 2007
Location: In her eyes
Posts: 35
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Kingling is on a distinguished road
Default

Jee Janab Yeh Ghazal Aap ki Nazar kar raha hoon

Ik pagal si larki dhoop mein haans haans jee bhelaey
naach na janay aangan terhaa,thokar kha kha jaey

Naram naram sa bistar us ka garam garam say hoont
Sharam sharams say marti jaey jaab raiin sajaey

yaas ki andhyari nagri mein aas ka jooban deekhO
Jaisay dur khari ik goori,ghonghat main muskaey

Zakahm zakahm mein us ki yaadin,bhool bhool k aaein
phool phool mein us ka chehra apni chaab dikhlaey

orhh k ujli dhoop ki chadar,chand nagar ki choori
Dur khari muskaey gooori,Meray pass na aaey.
__________________
All animals, except man, know that principle business of life is to enjoy it.

Last edited by I M Possible; Wednesday, January 10, 2007 at 07:41 PM.
Reply With Quote
  #18  
Old Sunday, January 21, 2007
Kingling's Avatar
Member
 
Join Date: Jan 2007
Location: In her eyes
Posts: 35
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Kingling is on a distinguished road
Default

Mata e Shaam safar bastiOn mein choor aaey
Bujhy charagh hum apnay gharOn mein choor aaey

Bichar k tujh say chalay hum tu aab k younu b hooea
k teri yaad kahin rastoon mein choor aaey

Hum apni daar badari k mushaiday aksar
NasheehatOn ki tarhan kamsinOn mein choor aaey

Kheraj e saail bala iss say barh k kiya hoo k loog
khulay makaan bhari barishOn mein choor aaey

Gheray hain lashkar e aada mein aur soochtay hain
hum apany teer tu apni safoon mein choor aaey

hawa hee din mein parinday uaraey phirti hay
hawa hee phir sa unahin ghonslOn mein choor aaey

Kisay khabar hay k zakhmi ghaazal kis k leay
Nishaan lahoo k ghanay janglOn mein choor aaey

Humaray baad b roonaq rahay gi maktal mein
Hum aahl e dil ko baray hooslOn mein choor aaey

urain gay kiya woh parinday jo apnay rizaq samait
Safar ka shooq b tootay parOn mein choor aaey

Sada sukhee rahin chehray woh hum jinhain Mohsin
Bujhay gharOn ki khuli khirkiOn mein choor aaey
__________________
All animals, except man, know that principle business of life is to enjoy it.
Reply With Quote
  #19  
Old Thursday, March 13, 2008
PHARM's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Jul 2007
Location: LAHORE
Posts: 237
Thanks: 91
Thanked 128 Times in 88 Posts
PHARM will become famous soon enoughPHARM will become famous soon enough
Default

Ik diya dil main jalana bhi bhuja bhi dena,
yaad karna bhi usse roz bhula bhi dena,

Kia kahoon ye mairi chahat hai ya nafrat uski,
naam likhna bhi maira likh ke mita bhi dena,

Phir na milne ko bicharta to hoon tujhse laiqin,
murke daikhoon to palatne ki dua bhi dena,


Khat bhi likhna isse mayus bhi rehna isse,
jurm karna bhi magar khud ko saza bhi dena,

Mujh ko rasmon ka takaluf bhi gawara laiqin,
Jee main aaye to ye deewar gira bhi dena,

Isse mansoob bhi karlena poorane qisse,
iske baalon main naya phool saja bhi dena,

Surat-e-naqsh-e-qadam dasht main rehna mohsin,
apne hone se na hone ka pata bhi dena.......

Last edited by Princess Royal; Sunday, March 16, 2008 at 08:30 PM.
Reply With Quote
  #20  
Old Friday, March 14, 2008
Muhammed Usman's Avatar
Member
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CSS 2007
 
Join Date: Jan 2007
Location: home, sweet home
Posts: 58
Thanks: 8
Thanked 55 Times in 19 Posts
Muhammed Usman is on a distinguished road
Default

shah mizaaj thay , sayaal ker k kehtay ho
sara jewan ghayaal ker k kehtay ho

kuch loog kachay gharay per taira kertay thay
saat samunday hayaal ker k kehaty ho

piyaar mein thori bayrukhi achi hoti ha
jaan o dil sab mayaal ker k kehtay ho
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
عظمت آدم! Mohsin Naqvi Predator Urdu Poetry 0 Wednesday, October 31, 2007 05:10 PM
Jawed Naqvi mtgondal News & Articles 8 Monday, October 29, 2007 11:14 AM
I Am Possible,Qurratulain and Mis Naqvi amjad777 Discussion 22 Sunday, January 14, 2007 11:31 PM
My Own Ghazal(dedication To Mohsin Naqvi) RUBAAB*EXOTIC EYES* Urdu Poetry 0 Friday, October 06, 2006 08:04 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.