Yahan har shakhs....
[B]Yahan har shakhs haa'dsa hone se darta hai
Khilona hai jo matti ka, fana hone se darta hai Mere dil k kisi konay mai ik masoom sa bacha Baroon ki daikh kar duniya, barra hone se darta hai Ajab hai zindagi ki qaid mai duniya ka har insan Rehaa'ee mangta hai aur rihaa hone se darta hai.....![/B] |
06:19 AM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.