|
Share Thread: Facebook Twitter Google+ |
|
LinkBack | Thread Tools | Search this Thread |
#1
|
||||
|
||||
dukh dard k maron sa mera zikar na kerna
dukh dard k maron sa mera zikar na kerna ghar jao tu yaron sa mera zikar na kerna wo zabat na ker pain ge ankhon ka samandar tum rah-guzaroon sa mera zikar na kerna phoolon k nashaman mein raha hon mein sada sa dekho kabhi kharoon sa mera zikar na kerna shaid ya andheray hi mujhy raah dekhain ab chand sitaron sa mera zikar na kerna wo mere kahani ko ghalat rang na de dein afasana nagaroon sa mera zikar na kerna shaid wo mera khyial per be-sakhta ro dein is bar baharon sa mera zikar na kerna la jayin ge gehraye mein tum ko bhi baha ker darya k kinaron sa mera zikar na kerna wo shaks milay tu usa har bat batana tum sirf isharaon sa mera zikar na kerna |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
mera zikar na karna | Wounded Healer | Urdu Poetry | 0 | Thursday, August 02, 2007 02:31 AM |
Kaha saathi koi dukh dard ka tayyar kerna hai | Last Island | Urdu Poetry | 0 | Saturday, July 14, 2007 07:14 AM |
muskuraney se mera dard chhupa rahta hai | sardarzada11 | Urdu Poetry | 0 | Tuesday, April 04, 2006 11:21 PM |