Thursday, April 25, 2024
10:26 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Friday, January 13, 2006
nazia niazi's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Nov 2005
Posts: 199
Thanks: 21
Thanked 18 Times in 12 Posts
nazia niazi is on a distinguished road
Post Yeh zaroori to nahi

Yeh kya haal banaliya hai tumne apna
Ab os ka haal bhi tumhare jaisa ho
Yeh zaroori to nahi

Haari hai tumne bazi mohabbat ki
Zindagi ki bazi bhi haar jao
Yeh zaroori to nahi

Is pal mohabbat par bohot naaz hai tum ko
Ab har pal yehi dohrao
Yeh zaroori to nahi

Zinda reh kar bhi rasm-e-mohabbat ada hosakti hai
Ab mar kar hi yeh rasam nibhaou
Yeh zaroori to nahi

“kabhi kisi se mohabbat na karna”
aisi naseehat matt diya kar mujhe
jo tere saath howa, who mere saath bhi ho
yeh zaroori to nahi

Zindagi ke safar mai,
har mosaafir khowaab deakhta hai
Ab tabassom tera bhi khowaab poora ho
Yeh zaroori to nahi


Nazia Niazi
Reply With Quote
  #2  
Old Thursday, December 28, 2006
Junior Member
 
Join Date: Dec 2006
Posts: 4
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
ainaain is on a distinguished road
Default

koi humnafs nahi hay koi razdan nahi hay
faqat aik dil tha apna so wo mahrbaan nahi hay
mari roh ki haqiqat maray ansoon say pocho
mayra majlasi tabassum mayra tarjman nahi hay
kisi zulf ko sada do kisi ankh ko pukaroo
bari dhoop par rahi haykoi saibaan nahi hay
inhi pathroo par chal kar agar a sakoo to aoo
mayray ghar k rastay pay koi khaksha nahi hay
Reply With Quote
  #3  
Old Thursday, January 04, 2007
Junior Member
 
Join Date: Jan 2007
Posts: 5
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Tahir Mumtaz Khan is on a distinguished road
Default

aaKhirii baat


tuluu-e-shams-e-mufaaraqat hai
puranii kirane.n naye makaano.n ke aa.Ngano.n me.n laraz rahii hai.n
fasiil-e-shahar-e-vafa ke rozan chamakate zarro.n se bhar ga_ii hai.n
gaye dino.n ke aziz baate.n nigar subahe.n gulab raate.n
bisaat-e-dil bhii ajiib shay hai hazaar jiite.n hazaar maate.n
judaa_iyo.n kii havaaye.n lamho.n kii Khush maTTii u.Daa rahii hai.n
ga_ii ruto.n kaa malaal kab tak
chalo ke shaaKhe.n to TuuTatii hai.n
chalo ke qabro.n pe Khuun rone se
apanii aa.Nkhe.n hii phuuTatii hai.n
ye mo.D vo hai jahaa.N se mere tumhaare raste badal gaye hai.n
puraanii raaho.n ko lauTanaa bhii hamaarii qatadiir me.n nahii.n
ke raaste bhii hamaare qadamo.n ke saath aage nikal gaye hai.n

tuluu-e-shams-e-mufaaraqat hai
tum apanii aa.Nkho.n me.n jhil_milaate huye sitaaro.n ko maut de do
ga_ii ruto.n ke tamaam phuulo.n tamaam Khaaro.n ko maut de do
naye safar ko hayaat baKhsho
ke pichhalii raaho.n pe sabt jitane nuquush-e-paa hai.n
vo baar ho.nge
havaa u/Daaye ke tum u.Daao
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Add Funny Poetry Here!!!! Najabat Urdu Poetry 118 Tuesday, April 15, 2014 11:24 AM
Yeh zaroori to nahi Hurriah Urdu Poetry 0 Saturday, May 24, 2008 05:30 PM
Yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai Faryal Shah Urdu Poetry 0 Tuesday, July 31, 2007 01:21 PM
ye zaroori to nahi ali akbar Urdu Poetry 0 Friday, January 19, 2007 04:35 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.