gham-e-zindagi
[FONT="Comic Sans MS"]Gham-e-zindagi teri rah ma
shab-a-aarzoo teri chah ma jo ujar gya wo basa nahi jo bichar gya wo mila nahi jo dil-o-nazar ka soroor tha mary pas rah k bhe dor tha wo ek gulab umed ka meri shakh-a-jan pa khila nahi mera humsafar jo ajeb ha to ajeb tar hon ma bhe mujhy munzilon ke khabar nahi usay raston ka pata nahi pas-a-karawan sar-a-rehguzar ma khara hon to islia k qadam to sab sa mila lia mera dil kisi sa mila nahi [/FONT] |
main yonhi guzar dyta shaby gham sambhal sambhal
tumhy kiya mila bata doo mari zindgi badal ky bary bewafa hain ansoo sary bazam aaj chalky mari aarzoo ko luta mari chashmy nam main pal ky main esi liy khincha hoon ky unhay bhe aay ghusa k woh ult dyn parda mari berukhi pe jal k |
07:03 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.