ye ajeb fasl-e-firaq hai,
[FONT="Comic Sans MS"][SIZE="3"][COLOR="Black"]ye ajeeb fasl-e-firaq hai!
k na lab pe hurfe talab koi na udasion ka sabab koi na hujoom-e-derd k shoq main! koi zakham ab k hara hoa na kaman badast ado hoe na malamat-e-saf-e-dostaan pe ye dil kisi se khafa hoa koi taar apne lebas ka na hawa ne hum se talab kia sar-e-rahguzer wafa berhi na diya jalane ki arzoo pe charha gham-e-do jahan na koi maseeha na charager na kisi kahayal ki justuju na khalish kisi k wisaal ki na thakan rah-o-mah-o saal ki na dimagh rang rukh batan! na talash lashker nasehan!! wahi aik haal hai zabt ka wahi aik chaal hai deher ki wahi aik rang hai shoq ka wahi aik rasm hai sheher ki, na nazer main khof hai raat ka na fiza main din ka hiraas hai pe arz-e- haal sukhanwaran, wahi humsukhan hai rafeeq-e-jan, wahi hum shukhan jise dil kahen! wo to youn bhi kub ka udas hai. ye ajeb fasl-e-firaq hai, ye ajeeb fasl-e-firaq hai [/COLOR][/SIZE][/FONT] |
10:40 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.