#1
|
||||
|
||||
Faraar
Faraar
mein ney tumhari yaad ko shehar ki gali koochon mein taqseem kar diya hai taak aaney jaaney waley logon ki dhool inhain dhundla kar dey mein ney tumhari mohabbat ko buhat saarey logon mein baant diya hai taak yeh kamzoor par jaaye aur khud ko buhat saari aankhon k liye taqseem kar diya hai taak judai ka dhukh mujhe talaash karta rahey aur kabhi kaamiyaab na ho sakey |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Faraar | Raheel | Urdu Poetry | 0 | Thursday, October 06, 2005 08:38 AM |